Chapter - 37

8K 314 60
                                    

Everyone retired to their rooms after having light snacks as noone was in a mood to have dinner

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Everyone retired to their
rooms after having light snacks as noone was in a mood to have dinner.

Abhimanyu was sitting on the couch in his room arranging some files.
Shivani came with a tray and sat beside him diverting his attention all to herself.

"Coffee?", she asked and he nodded his head smiling.

She lifted a cup and handed it to....
He looked at the cup and smiled watching a smiley made with chocolate powder on it☺️.

"Hmmm ab isse peene ka mann nahi karega mera...", he sighed keeping the files aside.

Shivani chuckled and went towards balcony taking her cup followed by him.

"Tumhe pata hai Abhi hum bahut baar sochte hai ki agar humare pass ye hota toh kitna acha hota woh hota toh hum ye kar sakte.....
Hazaaron sapne aakhon mai liye har roz ek umeed ke saath nayi shuruwaat karte hai✨!!!

Kuch logo ko sab kuch mil jaata hai kuch ko kam par aisa nahi hota ki kisi ko kuch na mile.....
Bhagwaan kisi ko kuch dete hai kisi ko kuch!!!

Maine itna chaaha tha ki meri puri family humesha ek saath khushi se rahe par shayad kismat ko wo manzoor na tha", she smiled sadly looking at the moon.

"Pehle toh bahut kosa khud ko bhi aur bhagwaan ko bhi ki ek cheez mangi thi aapse wo bhi jyada hai Kya dene ke liye par kya fayda Jo hua wo badla toh nahi jaa sakta na....

Time is the greatest teacher....
Ye baat bhi time ke saath hi realize hui.

Kehte hai umeed lagana galat nahi hai, galat hai usse poore hone ki khwaish rakhna....

Agar bhagwaan chaahe na toh wo umeed jarur poori hoti hai isliye sab unn par hi chhod do💖!!!", She smiled closing her eyes.

Abhimanyu was listening her patiently and kept staring her as she share her thoughts.

"Family ka pyaar mila par ek time tak.....
Uske baad bhi main akeli nahi thi, Tanu aur uski family ne bahut kuch kiya hai mere liye aur ab Tumne!!

Mujhe khushiyan mili ek jagah se nahi toh dusri jagah se dusre roop mai.....
Hume ehsaas nahi hota ki khushiyan hume milti rehti hai bhale hi choti choti ho ya kisi dusri wajah se par bhagwaan kabhi bhi humari khushiyan Puri tarah se nahi cheente....

Shaadi ke baad mujhe wo pyaar mila jiske liye maine har roz prarthana kari", she smiled as a tear dropped off her eyes.

Abhimanyu stepped towards her and wiped the tear from her cheeks.

"Tum puchuge nahi main ye sab kyun bol rahi hun....", she smiled.

Abhimanyu shook his head,
"Maine tumse promise kiya tha tumhari har baat tumhara har dard tumhari har khushi bina kisi sawaal ke sunuga......
Aur ye sirf uss promise ke liye nahi hai, I know tum bahut kam logo se baatein share karti ho and trust me I am on the ninth cloud ki tumne mujhe uss layak samjha", he smiled.

Love Binds Us (COMPLETED)Where stories live. Discover now