❤️5

3.9K 413 72
                                    

Saari duniya se jeet k mai
Aaya hoon idhar
Tere aage hi mai hara kiya
Tune kya asaar
Mai dil ka raaj kehta hoon
K jab jab sanse leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya? 🌹


********************************************

Zoya could see the honesty in sidharth's eyes. She could see the love he has for her naazo!  She felt that sidharth is the perfect man for Shehnaaz! Sidharth can give shehnaaz every happiness she deserves.  And she was really happy for her naazo!  Finally Her best friend will get all the love she is craving for!

Zoya:

Mai naazo se bachpan mein mili thi. Hum same school mein parte the! Jis din wo school mein admission lene aayi thi,  usdin hum dost baane the... Maine dekha ki wo gir gyi par uske baba ne koi care nahi dikhaya! Wo ro rahi thi, mujse dekha nahi jaa raha tha. Maine uske chot pe bandage laga diya aur usne kaha wo ghar pe reh k parhegi, school kabhi nahi aayegi.

Sid: matlab wo saach mein kabhi school nahi aayi?

Zoya:

Nahi. Naazo se dosti hone k baad mai usko ek baar hi bahar le jaa paayi. Sheher ghumane. Wo bhi kyun ki uske ma baba kahi bahar gye hue the, kisi relative k ghar!  Wo log uss bechari ko Bahar bhi nikalne nahi dete! Usne duniya hi nahi Dekha hai theek se! Ek ghootan ki jindegi jee rahi hai wo.

Sid:

are they Her real parents?  Matlab mere step dad Hai. And I hate him. Unse mai bura kaam ki ummed kar saakta hoon kyun ki wo mere sage nahi hai. Par... Real parents kaise itne heartless ho saakte hai ki apni Bacchi ka Khushi unko dikhai nahi deta?

Zoya sadly chuckled...

Zoya :

Hote Hai!  Bohot real parents bhi aise hote hai jo apne baccho ki khushi k baare mein nahi sochte hai.

Shayed aap logo ki real maa baap acche hai, issliye aap logo ko ye shocking lag raha Hoga. Mere toh maa baap dono the par fir bhi mai ek orphan hoon aaj kyun ki unhone apni jindegi jeene k liye mujhe Orphanage home mein chor diya!!

Actually baat real parents ya step parents ki nahi hai. Bohot jagah pe step parents can love you, but real parents can't.  Wo depend karta hai jinko hum maa baap bulate hai, wo maa baap banne k layek bhi hai ya nahi. Agar wo log apne baccho pe julm na kar k baccho k jajbaat ko samajne lagte, toh bacche itna depressed kabhi nahi feel karte.

Bacche taab hi maa baap se baate chupate hai jaab unko lagta hai ki unki maa baap unko unki galti k liye sahi rah nahi dikhayenge, balki saja denge.

.
.
.

Sid could see pain in zoya's eyes. Zoya looked at him and smiled...

Zoya :

Aap soch rahe honge ki mai udaas hoon. Hai na? Fikar na karein.  Mai theek hoon..

Aab mujhe aisi jindegi ki adaat Hai.  Khud k life ko accept kar li hai maine!  Par meri naazo... Wo bohot masoom hai.

Khid se pehle saab k baare mein sochti hai aur iss chakkar mein khud k baare mein sochti hi nahi hai.

Pehli baar aap k baate sun k lag raha hai ki aap hi ho wo insaan jo mere naazo ko iss duniya ki Saari khushiya aur pyaar de saakte ho.

Usko pyaar ki jaroorat hai. Usko kabhi nahi mila pyaar...

Zoya's eyes became teary and voice cracked.

Sid:

I promise, I will take care of your naazo!! I will try my best to keep her happy!

✨ALFAAZ E ISHQ✨✔️Where stories live. Discover now