1 🍂

3.7K 402 60
                                    

The eldest queen of Shahbeer mehel , Zahanara begum looked at her husband, king shahbeer's picture and caressed it...

Aaj hum aap k bete k saath ek jaroori baat karne jaa rahe hai. Aap k jaane k baad se aap ka beta badal sa gya hai. Bas din bhar rajjya k kaamo mein laga rehta hai. Agar daya ki baat ho toh gareebo k liye, masoomo k liye bohot daya hai aap k bete K dil mein.  Par agar koi gunah kare toh maafi nahi deta aap ka beta. Unke gusse se hume bhi daar lagta hai.

Hume lagta hai aab unhe nikah karwane ka waakt aa chuka hai. Unki begum hi unko sudhar saakti hai. Hume unhe nikah k liye mana na hi hoga . Kuch bhi kar k hum unko maana k hi rahenge aaj!

She asked one of their servants about her son, Sidharth meer.

Zahanara begum ordered him to go and tell Sidharth to meet her. The servant nodded politely!!!

Sidharth meer, a 30 year old,  handsome, brave and generous king , he always helps needy people just like his father. But he hates those who deceive him , who are dishonest and disloyal. Their ultimate punishment is death. He is absolutely ruthless when he is angry and nobody knows how to control their king's anger!

After his father's death, he had to take the responsibility of this kingdom at the age of 14. He doesn't like to talk much. He isn't into girls. Whenever his ammijaan tells him about marriage, he denies politely because he wants to serve his kingdom. That's the only motive of his life.

The servant told him that his mother is calling him. So he quickly went to her room and asked...

Sid: ammijaan hum andar aa saakte hai?

His mother slowly nodded and he entered but the scene in front of him shocked him.

There was a lady, called as  dai maa ( the doctor of the mehel) who was checking his ammi.

Sid: ammijaan kya hua hai aap ko?

Ammi: Kuch nahi beta ! Bas aab humari umar ho chuki hai toh aise bimari toh hoti rehti hai.

He sat beside his mom and held her hand .

Sid: ammijaan ye aap kaisi baate kar rahi hai? Aap ko swaast rehna hai, humare liye aap ko khud ka khyal rakhna hai.

Ammi: beta hum rakhte hai khud ka khyal jitna ho saake. Aab humare pas humari bahu toh nahi hai na? Agar hoti toh wo rakh leti humara khyal.

His mother winked at dai ma and dai ma started speaking...

Daimaa: maharaj wo badi begum saheba ki tabiyaat behaad kharab ho chuki hai. Unse khud ka khyal rakha nahi jaa raha. Umar ho rahi hai iss liye shayed wo bhul rahi hai apni dawai sahi samay pe lena!

Sid: hmm. Ammijaan hum aap k liye acchi dasi ka intejaam karte hai. Wo aap ka khyal rakhegi.

Ammi: baccha ek baar humari baat maan lijiye. Apne suna na kya kaha aap ki dai maa ne? Humari tabiyaat acchi nahi hai. Kabhi bhi kuch bhi ho saakta hai. Humari aakhri iccha samaj k hi nikah kar lijiye.

Sid: ammijaan aap aise maat boliye. Aap ko kuch nahi hoga!

Ammi: beta aap apne maa k liye itna nahi kar saakte?

Sidharth took a deep sigh and nodded while zahanara begum did a victory dance in mind.

Sid: bas ek baat ka khyal rahe ammijaan. Hum nikah aap k waja se kar rahe hai . Taa ki aap ko ek bahu mile.  Par jo bhi aap ki bahu banegi unko keh dena ki wo ye ummed na rakhe ki wo humari begum baan saakengi. Wo bas iss mehel ki bahu ka darza paa saakegi, humari begum hone ka nahi.

Ammi: par Sidharth....

Sid: ammijaan ye humara akhri faisla hai.

Zahanara begum sighed.

✨ALFAAZ E ISHQ✨✔️Where stories live. Discover now