entry

891 40 6
                                    

i am not introducing any character because you all already know them and if you don't than watch maddam sir so lets go

This story starts after mission behrupiya and after the entry of amar vidrohi and it's team it's been 2 and a half month and all them became friends and amar started loving haseena Malik but haseena had never seen him in that way nor a single time so here we start

Everyone was doing their work aree Jada mat socha bakieti hi unko kaam hai

PS: suniye idhar aayiye

Ks: hum

PS: aur kon aapki taraf dekh rahe hain toh aapko hi bulainge

Ks: aa rhe hain

PS: Hume Aaj half day chahiye

Ks: kyun firse aapke fufa ke mama ke bete ke chacha ki beti ki bhean ke mama ke bete ki shaadi hai kaa

PS: aree nahin aapko toh kuch yaad rehta Hai nahi lalla aara hai 2 hafte baad

Ks: toh kaa Karien kaam chhod kar lalla ke swagat main lag jaien fool leke 
Shaam ko ghar jaaienge mil lenge vaise bhi aapke lalla koi videsh se toh AA nhi rhe hain Amritsar gye the apne doston ke saath

PS: toh aap toh kahin jaati hai nhi toh voh bechara apne doston ke saath hi toh jaega humare lalla ke toh bhaag hi fut gye (doing her overacting) agar aap dono kahin jaate toh kamse kam hume koi khush khabar toh milti par nahi aapko Kahan chinta hai humare bhole maasoom Gaye jaise lalla ki

Ks: nhi matlab

Before she could finish her sentence amar and hm entered after shopping
And amar secretly bought a ring for hm

All saw them gain their attention

All: jai hind sir/maddam sir

Hm/amar: jai Hind

Hm: Santosh Sharma koi update

SS: nhi maddam sir koi update nhi hai

Diwan: Santosh Sharma Aaj aapne singhade khaye

Ss: Haan lekin aapko kaise pata

Ks: Amma jab tum singhade khati ho Puri duniya ko pata chal jaati yeh toh phir bhi tumhare saath 2 mahinon se Hai

All laughed

Amar: haseena ji

Hm: ji kahiye while looking to him

He sat down oh his knees before she was confused what is he doing but then shocked when he forwarded the ring

Amar: haseena ji hum aapse bhot pyaar karte hain kya aap humare saath shaadi karingi

All: Haan bol dijiye maddam sir

But while all this was happening anubhav entered but no one noticed him he was also curious what she will say

Amar: haseena ji hum aake javaab ka intezar kar rahe hain

Hm was just getting flashbacks with anubhav those beautiful days and those beautiful memories

Hm: nhi she nodded her head in no
Humne kabhi aapko us nazar se nahin dekha i am sorry but I don't love you not only you hum kisi se pyaar nhi kar sakte

Ks: lekin kyun maddam sir aapne amar sir ko mana kyun ki

Here amar was curious for her answer why she said no and here anubhav who was secretly watching them

Hm: aapke Bhaiya ki vajah se Karishma Singh hum kabhi bhi unse jaada kisi se bhi pyaar nhi kar sakte hum jaante hain humne hi unhe maara hai inhi haathon se lekin hum ab bhi yeh baat jaante hain ki anubhav ek desh drohi nhi hai lekin us samay humare paas aur koi option nhi tha lekin humne anubhav se yeh vaada kiya tha ki hum unke alawa kabhi bhi kisi se pyaar nhi kar sakte aur na hi karenge

Amar: haseena ji voh Mar gaya hai aur yeh baat pura desh jaanta hai ki voh kitna bata gaddar tha ek deshdrohi tha aur toh aur usne aapka istemaal Kiya apne us ghatiya mission ke liya  baar baar aapko Dil toda phir bhi

Hm: (with full anger almost shouted)
Khabardar mr.amar vidrohi agar aapne anubhav ke baare main ek shabd aur kaha toh hum bhool jainge ki aap humare dost hain aur baaki sab chhodo is baat ki toh Sharm karo voh aapke senior
Hain

Amar: sorry

Till then ss noticed AS who was standing on gate with moist eyes and a smile

SS: sir aap

Cc: kon hai san till then he could complete the sentence he also saw AS

Cc/ss: jai hind sir

As: jai hind with a smile

All were shocked
Mostly hm

All: jai hind sir  all saluted except haseena mallik

She just ran and hugged him he also Circled his hands around her
He felt that his shirt is started getting wet after 4 to 5 minutes she stopped crying he broke the hug
Cupped her face

As: priye aap kripya kar roiye  mat humare liye ab hum aa gaye hain na toh ab aap roiye mat

Hm: anubhav

As: Na Na Na.... Sirf Anu kahiye

Hm: Anu as she said he closed his eyes to feel that

Hm: Anu aap thik hain mujhe maaf kardijye main..Maine aa..p par goli chalayi dikhaiye ab aap thik hai na aapko teen teen goli lagi thi aap thik hain while crying badly

As: haseena ji

Hm: na na Naa whisper's Jaan khaiye

As: ji

Hm: ji  plss

As: Jaan hum thik hain Hume kuch bhi nahin hua

Hm: pakka na kahin dard nhi hai aapko

As:ji nhi Hume kahin bhi peeda nahi hai

Ks: Anu bhaiya

As: bhena

They hugged each other and here she started crying

As: aree  aAP dono ne humare vastra gila karne ki shapt Li hai kya kripya kar roiye mat

They broke the hug he met everyone

Chaliye yeh bhaag yahin samapt hota hai dhanywaad

i am yours forever ft.anuseenaWhere stories live. Discover now