Dard?... Manzoor hai.

1.1K 94 156
                                    

Recap: Zid, Duriyan aur faisla


RahilianForever

Yaha mil jayega

__________________________________

Next Day,

Anubhav was seated at the lawn, trying to focus on his work but was unable to concentrate as the previous day's incident was making back to back flashbacks in his mind.

Taran being Anubhav's was also present their, he too had the idea of Anubhav's situation.

Taran: bhai...itna stress mat de khudko.

Anubhav: mai koi stress nahi le Raha hu.

Taran: haa lekin Haseena ka faisla tujhe stress de raha hai. Haina?

Anubhav: mai Haseena ke faisle ki kadar karta hu.

Taran: Anu tune he kaha tha na Haseena Teri Aakhri mohobbat hai, iss baar agar ye mohobbat mukammal na huee toh tu Puri tarah se Tut jayega. Toh bata na...jee payega Haseena ke bina?

Anubhav huffed.

Anubhav: Haseena ke Abbu ke Marzi ke bina agar humari shaadi huee toh, toh Haseena kabhi khush nahi reh payegi yaar aur Haseena ki khushi...mujhe meri zindagi se bohot pyaari hai. Ab agar mujhe Haseena keliye ye Dard zindigi bhar bhi sehena pade na toh mujhe Manzoor hai.

He got up to leave but stopped finding Mr.Mallik standing at a corner. May be he heard his words.

Anubhav left.

Mr.Mallik was leave but Taran's words stopped him.

Taran: Mr.Mallik...

Abbu looked at Taran.

Taran: Dhoondh kar dekhiye koi iss kadar chahne wala Haseena keliye. Are Dhundhte Dhundhte aap bhatak jaoge par aisa pyaar karne wala kabhi nahi dhundh paoge.
Apse sabne kaha tab bhi ki apni Zid chhod dijiye aur ab bhi mai bheekh mangta hu apse ye zid please chhod dijiye. Kya milega apko apni he beti ko zindagi bhar ka dard de ke?

Abbu glared at Vishal and then left.

__________________________________

At Karishma's room, Haseena was looking upon the preparations and Karishma was trying to convence her to change her decision.

Karishma: Tera Dimag toh sahi hai Haseena? Tu aisa faisla kaise le sakti hai?

Haseena: maine jo bhi faisla liya hai, soch samajh kar liya hai.

Mr.Mallik was passing by the room but stopped listening the conversation.

Karishma: mujhe isme kahi samjhdari nahi dikh rahi hai Haseena. Tujhe pata hai tu apne he haathon se apni he life kharab kar rahi hai.

Haseena: Abbu humare liye kabhi koi galat rishta nahi layege Karishma.

Karishma: par Anubhav sir jaisa sahi ladka bhi nahi dhundh payege. Haseena vo insaan tera 9 saal tak intezar karta raha aur tujhe ye pata hai ki tere unki life se chale Jane ke baad bhi teri jagah vo kabhi kisi ko nahi de payege.

Haseena: Mai kuch nahi kar sakti Karishma...Ha ye sach hai ki Mai Anubhav sir ke bina kisi aur ke baremein soch nahi sakti lekin ye bhi sach hai ki Mai Abbu ki marzi ke bina unse shaadi bhi nahi kar sakti.

CONTINUATION OF KUCH TOH LOG KAHENGE Where stories live. Discover now