ABHIYA UNFOLLOW EACH OTHER

430 34 24
                                    

Let's start🤗🤗
Abhi and jiya are dating each other but they had not revealed it publicly only there family and close friends know this.
But jiya is angry with abhi because he is supporting manisha in JDJ.And when she get to know that abhi has call her,jiya become more angry and in anger jiya unfollow abhi on instagram.

Abhi mumbai aaya tha,aur usna jab dekha ki jiya nai usa insta pai unfollow kar diya too usna jiya ko call kiya.
Abhi-hello jiya
Jiya-aap kon mister
Abhi-jiyaaaa
Jiya-kon jiya
Abhi-jiya kiya hua mere sath aaisa kyu kar rahi hai?
Jiya-Abhi mai tere sath kuch nhi kar rahi balki tu mere sath galat kar raha hai. Tujha pata hai naa ki us manisha na mere sath kya-kya kiya hai or uska dost vishal nai too sari had hi par kar di thi phir bhi tune usa support kiya.

Abhi-jiya Mai janta hu ki un logo nai mere sath kya-kya kiya hai par tu bhi too janti hai naa ki mai manisha ko apni Choti bhen manti hu,aur usna mera bahut sath diya tha biggboss mai bass isliya hi mene usko support kiya jdj mai aur kuch nhi.

Jiya-Aur tune osa call kyu kiya tha?

Abhi-jiyu mene usa call nhi kiya tha usna mujha call kiya tha,abhisha fandom ko dikhana ka liya.

Jiya-par usna to kha tha interview mai ki tune kiya tha result Jana ka liya.

Abhi-haa mene dekha par kya kar sakta hai,usa jo dikhana hai dikhai duniya koo hame too pata hai naa sach kya hai.

Jiya-hmm

Abhi-kya hmm,tune mujha unfollow kyu kar diya insta pai?

Jiya-vo mujha gussa aagaya tha yaa sab dekh kai isliya mene tujha insta pai unfollow kar diya sorry.

Abhi-kya sorry jiya mene tujha kitani bar Samjhaya hai ki aaisa impulsive react nhi karna chahiya,hamesha soch samajh kar react karna chahiya.

Jiya-Abhi sorry naa agli baar sai paaka soch samaj kar react karugi promise.Abb maf karde please abhi.

Abhi-okk jiya maf kiya par tu aagli bar sai bina Socha Samjha aaisa kuch nhi kargi.
Jiya-okk baba a samajh gai.

Abhi-par jiya aak problem ho gai?

Jiya-kya

Abhi-tune mujha unfollow kar diya gussa mai aur agar tune mujha follow kiya too kisi ko Shak hoo jaiga.

Jiya-bass itni si baat tu bhi mujha unfollow kar dai.kisiko Shak nhi hoga.

Abhi-par abhiya fandom kaa dil toot jaiga🙁

Jiya-koi nhi intazar kaa fal mitha hota hai, aur jab unha pata chalega ki apan date kar raha hai too voh log khushi ka mara pagal hojai gaa.Aur baad mai aapna unsai mafi maag laga.

Abhi-okkkk😊

That's for today
guys is story ko bhi utana hi pyar dena jitana us story ko dete hai.
And next kis topic pai likho iss ka liya bhi suggestion dena

Thanks for reading💝💝💝
Byyyyyyyyyyy



You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Mar 17 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

ABHIYA OS,SS &FFWhere stories live. Discover now