Chapter 16

1.8K 163 26
                                    

Next update after 130+ votes on this chapter.
_______________________________

Armaan was sitting in his cabin going through his case files. Suddenly his phone rang. He picked it up.

"Hello."

"Sir, hume Abhira mam ke baare mein kuch pata chala hai." The man said.

"Kya? Abh....Abhira ke baare mein pata cha....chala hai? Kya pata chala hai?" He asked being impatient.

"Sir, mam zinda hai. Lekin voh Rajasthan mein kahi nahi hai." He said.

"Kya....kya? Vo....voh zind....zinda ha.....hai?" He asked again.

"Haa sir." The man replied.

"Kaha hai? Kuch pata chala?" Armaan asked as he stood up from his chair.

He crossed his fingers in a hope that he would get a positive reply about where Abhira could be.

"Haa Sir. Mam shayad Mumbai mein kahi par hai." He said.

"Mu...Mumbai....how come she is there?" Armaan asked.

"Voh toh nahi pata. Par mam shayad mein hi hai." He said.

"The...theek hai. Lekin kya voh akeli hai? Voh theek toh hai na?" Armaan asked

"Haa sir, mam theek hai. Lekin voh akeli rehti yaa kisi ke saath yeh nahi pata." He said.

"The...theek hai... Thank You meri itni help karne ke liye." Armaan said with tears.

Armaan cut the call.

"I knew it. I knew it ki tum zinda ho Abhira. Mai jaanta tha ki tum mujhe chod kar kabhi nahi jaa sakti. Mai tumhe dhoondhne aa raha hu Abhira. Bohot jald tumse milunga. Tumse maafi maangunga aur tumhe apne dil ki baat bata kar apne pass vaapis le aaunga." Armaan said with a smile.

"Par mai Mumbai jaau kaise? Aur agar chala bhi gaya toh rahunga kaha? Itni jaldi acchi hotel book karvana mushkil hai. Aur abhi toh festivals ka time hai. Hotels saare packed up honge." Armaan said in a worried tone.

Armaan felt worried about how to go to Mumbai and where to stay. He knew it would be hard to find a good hotel quickly, especially during the festival season when hotels might be full. He sat down and thought about his options.

Suddenly his mind reminded him of one of his friend who  is staying in Mumbai. He can ask help from him. Or maybe he can stay at his house until he finds out where Abhira is.

"Ruhaan," Armaan said, a glimmer of hope in his eyes. "Haa, Ruhaan. Voh meri madad kar sakta hai. I can maybe stay at his house until I find out about Abhira. I'll call him right away."

He picked up his phone to call him but his phone rang. It was an unknown number. He picked it up.

"Hello. Who is this?" Armaan asked.

"Armaan, it's me, Ruhaan." Ruhaan said.

"Ruhaan, kaisa hai tu?" He asked.

"Mai ekdum theek hu. Tu kaisa hai?" Ruhaan questioned back.

"Mai bhi theek hu." Armaan replied.

"Kya yaar, jara si bhi yaad nahi aati hai kya meri? Kabhi phone hi nahi karta." Ruhaan said dramatically.

"Mai waise hi busy rehta hu, yaar. Tum toh jaante ho, kaam ka pressure," Armaan replied apologetically.

"Hmm, theek hai. Ab bata, kya chal raha hai?" Ruhaan inquired.

"Kuch khaas nahi yaar, bas cases ke kaam mein uljha hua hu. Tu bata, tere life mein kya chal raha hai?" Armaan asked.

"Arre, tu bhi na! Tere bina kuch interesting nahi hota hai. Back to back meetings hoti hai." Ruhaan replied.

ONE LAST CHANCE {ON HOLD}Where stories live. Discover now