part 1

418 4 0
                                    

mahir : Sarah come fast we are getting late
Sarah : Wait ... 2 mins
After sometime she came.
Sarah : Mahir I told you I don't wanna go .
Mahir : I'll not listen anything you have to come with me ! I want you to meet someone
Sarah : Fine !
Then they reached xyz restaurant
Mahir : Main order place karke aate hoon tum wahan jaake baitho ... Zaid, Krish,Prakriti aur Sukriti (their friends) bhi aate honge
Sarah : okay..
While she was going she bumped with a boy (actually both were busy in their phones)
Sarah : Dekh ke nahi chal sakte.... Aankhe hai ya button 😑
Boy : O madam... tum nahi dekh ke chal sakti thi kya 😒
Sarah : Ulta chor kotwal ko daatein....😏
Boy : kya... Tum jaanti bhi ho main kaun hoon 😤
Sarah : haan .. haan janti hoon , Armaan Malik
Armaan : you... Tumse baat karna hi bekaar hai
Sarah : Toh mat karona
Armaan : Dekho mujhe gussa mat dilao
Sarah took a water bottle from nearby table and threw some water on Armaan 💦
Armaan : Pagal ladki yeh kya kiya tumne 😠
Sarah : Dimaag toh kharab tha hi aankhein bhi khatab hai kya ... dikh nahi raha paani dala hai 😙
Armaan : Dikh raha hai .. aur yeh bhi dikh raha hai ki tum pagal ho
Sarah : Pagal kisko bola 😠
Armaan : tumko 😆.. warna koi normal insaan kisi ke uppar aise hi paani nahi dalta hai 😁
Sarah : Tumne hi to kaha tha mujhe gussa aa raha hai toh maine thanda kardiya ... its that simple 😋
Armaan : Tumna😬... hato saamne se mujhe jaane do😐
Sarah : Tumhare saath rehna bhi kisko ko😒 .. jao
#Tbc

Love To Love You 💗Where stories live. Discover now