"Chah kar bhi, main tumse door kyun nahin reh paati?" "Shayad mera dil tumhe pukaarta hai." "Par in aankhon mein nafrat dikhayi deti hai." "Kyun ki mohabbat in mein dard ban kar rehti hai." "Kaash main tumse nafrat kar paati." "Kaash main tumse mohabbat kar paata." When it all happens once again!