• 1 •

1.6K 129 122
                                    


Dil ki baat dil hi jane, mai ne bhi kabhi kisi se dil joda tha. Par kambaq dil itna nazuk tha ke hazaar tukdo mai bikhar gaya. Duniya mai lakho loog ne dil lagaya hoga, par rooz lakho dil toot te bhi hai. Maa baap tho apne hi hote hai, jise apna mana tha wo tho paraye nikle.
Hani,
1/1/21

"Hani beta neche aaye , kab se aap aapne wo kamre mai baithe likhe jarahi hai" Her mother yelled from downstairs.

"Ammi jaan! abhi aayi bas hohi gaya." Hani yelled back

"Aap karti kya hai aaqar wo kamre mai? Ruke mai abhi aap ke kamre mai aake dekhti hu." Zoya shouts back, sitting in living room.

"Ammi aarahi hu, aap na boht ziddi hogayi hai" she closed her book and hides under the pillow.

Hani was going down, but she bumped with her mother. "Allah miya what's wrong with you miss khan?" Zoya said while banging Her forehead.

"Aap na yeh dialogue abba ko hi bole, mujh par suit nahi hoga." Hani pouts and kissed her cheeks.

"Haan haan, kiu nahi. Jaisa baap waisi beti, mera beta hi theek hai." Zoya said and went to Amir's room.

"Amir beta aap uthgaye?" She knocked the door. Amir opens, he great her.

"Salam Ammi jaan." Amir said.

"Wa alaikum Salam beta, aap ki begum ko bhi utha dijiye. Abba aap sab ka wait karrahe hai khane par. Zoya told them and went down.

Zoya see's that hani and assad was cracking jokes.

"Hamare bina hi aap dono shuru hogaye hai?" Zoya complains.

"Aap ki ammi ab tak choti bachi hai." Assad complains to hani.

"Udhalo mazak, hamari koi qadar hi nahi hai is ghar Mai." She pouts, and hani hugs her.

"Meri ammi kitni pyari hai." Hani said while, pulling her cheeks.

"Hani beta, aap ki gadi ready hai." One servant told her.

"Ham ne kitni baar bola hai, jab zanana baitha hai tho anadar na aaye." Assad scold the servant.

"Maaf ki jiye nawab saab." He told and goes.

"Abba aap itna kiu zulm karte ho unloog par. Wo kitne ache loog." Hani said.

"Ab aap Phir mujh se behans na kare, jaye late horahi ho college ke liye." Assad shouts at her, she without eating went.

"Haniya! Kuch tho khale!" Zoya mumble.

Amir and aynan came down.

"Phir dono ka ghagda hua?" Amir said.

"Phir nahi tho, subhe subhe yahi hota hai ghar Mai." Zoya said.

"Aynan aao aur tum hi samjhao apne sasur ji ko." Amir mutter.

Aynan sat down on dining chair and smile at him. " yeh Umar mai aap lardh rahe ho? Wo bhi apni beti se?" Aynan said catching his hands.

Mohabbat ki dushman hai duniya. (Completed ✔️)Where stories live. Discover now