Part one

408 47 39
                                    

So here I go,

After 6 years ago

In moscow

A boy is going towards her

And any guess ki kon ho skta hai woh
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
He is karan 😁

( aap log soch rhe honge ki ye toh mar gya tha toh jinda kaise ho gya socho socho ki kaise jinda ho gya aur btao comment krke 😁 )

Karan- Thanks my love tumhari vajah se mera revenge pura ho gya 🥰

Girl- Welcome my love ❤

They hugged each other.

( ek aur jhatka du 😁 de deti hu 😅 )

The girl is mishti 😉

Mishti- Meera ka kya hoga karan 😟

Karan- Come on mishti kuch bhi ho woh humari beti thodi na hai humari beti toh ab aayegi 😊

( Yes mishti is one month pregnant)

Karan- tumhe tension lene ki jarurat nhi hai take care mein abhi aaya 😊

He left

Karan call someone

Karan- meera ko dundho aur jaan se maar do

Person- ok boss

( Ismein changu mangu nhi hai 😅 )

In moscow
Other city

A women is chasing her lovely daughter.

It was kuhu

Kuhu- baby dudh pilo aapko phir school jana hai

Kuhu- baby dudh pilo aapko phir school jana hai

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Kia rajvansh kuhu and kunal's daughter.

5 years old

Kia- mujhe nhi pina buddy bachao ( She said with his cute anger face 🥰 )

A voice is coming from upstairs.

Person- kon mere buddy ko pareshan kr rha hai 😊

It was guess who 🤔

Right he is abir 😁

Abir- kya hua buddy

Kia- dekho na buddy mumma kabse mujhe daat rhi hai

Kuhu- haww jhooth bol rhi hai jiju
( she realised that she is calling to abir jiju)

Kuhu- I mean bro jhooth bol rhi hai mein isse bol rhi hu ki doodh pile pr pi hi nhi rhi

Abir- Very bad buddy aap aapni mumma ko pareshan kyu kr rhe ho

Kia- mujhe doodh nhi pina

Abir- Aap good girl hona isliye pilo

Kia- ok ( she agreed with abir because she's abir's buddy and partner in crime)

She drank the milk 🥛

Mamiji- Abir tujhe pta hai aaj kya hai 😁 ( she said with excitement)

Abir- aaj saturday hai 😅

Mamiji- tujhe bhi nhi yaad ki aaj kya hai 😞

Abir- Aree kaise bhool skta hu mein aaj aapki 25th anniversery hai 😊

Mamiji- toh phir aaj party hogi na 😁🤩

Abir- offcousre hogi 😊

Kuhu- mamiji aapko honeymoon ka pakage du 😉

Kia- buddy honeymoon kya hota hai 😕

Abir remember something.

Flashback

Meera- daida honeymoon kya hota hai

Mishti- Btao daida kya hota hai honeymoon 😁

Abir- Woh kya hai na my love honeymoon ka mtlb hota hai honeymoon khate hue moon ko dekhna 😅

Mishti- ( in mind) wow kya mtlb btaya hai 😅

Flashback ends

Abir eyes filled with tears 😢

He ran to her room

Kunal- kuhu kia ke samne ye puchna jaruri tha

Kuhu- sorry

Mamiji- Kya abir ko phirse sab remember ho gya

Kia- kya hua buddy ko

Kuhu- kuch nhi baby woh buddy thak gye hai na isliye rest krne gye hai chalo mein aapko school chod ke aati hu

Kia- Bye dad ( she said while kiss kunal's cheeks)

Kunal- byee baby 😊

Kia left with kuhu

In abir's room

He take a photo in his hand

It was his and mishti's photo.

Abir- Please vapas aa jao teddy bear I promise mein meera ko dundh lunga

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Abir- Please vapas aa jao teddy bear I promise mein meera ko dundh lunga

Kunal- kab tak aap meera ko dhundhege bhai 6 saal ho gye uss baat ko

Abir- jab tak mujhe meri meera mil nhi jati tab tak dhundhuga maine aapni teddy bear se promise kiya hai ki meera ko humesha protect kr

Abir slapped kunal

Abir- aaj bol diya agli baar se mt bolna ki woh maar gyi mein issi umeed mein jee rha hu varna kabka mar jata mein 🥺

Kaisa lga guys

Iss story ko bhule toh nhi na

Agar bhule ho toh

Season one padh lo dobaara

Phir ye padhna

Mein aagyi hu abir aur uski teddy bear ko leke 😉

Precap : Socha nhi 🤔😂

Byy
Nikita

Вы достигли последнюю опубликованную часть.

⏰ Недавно обновлено: Feb 20, 2021 ⏰

Добавте эту историю в библиотеку и получите уведомление, когда следующия часть будет доступна!

Nata tera meri rooh se aise juda hai ye 💗 ( Season 2 ) Место, где живут истории. Откройте их для себя