#6

14 3 0
                                    

Aaj main bata nahi sakti ki kya hua🤣🤣🤣.......

Arre arre kaha🧐 bhai baatungi n..... ruko jara sabar karo 😜😂😂

But seriously.....

Aaj maths mam ne oral liya toh ye ladki jo humare class mein saal mein 3 baar aati hai 🤣🤣🤣aur online class ko bhi nahi baksha....usme bhi 3 baar hi aai hongi....😑

Mam ne pucha ki......'Beta kaha tak table aati hai🙂'....

Toh ye bolti hai ki....."Mam sabko toh 12 tak aati hai n but mujhe toh 12 ×5 tak aati hai.......😂😂😂

Like are you serious.....mam toh itna zor se hoth daba rahi thi ki kya batao....😆😆

Phir mam ne 9×8 pucha toh usne bola nahi aata.....😐 Toh mam ne bola pura 9 ka table sunao 😂😂usne sunaya but jab dubara pucha ki 9×8 kya tha toh bola ki nahi aata 🤣🤣🤣🤣.....

Bhang pi ke aai thi kya Urja....😂😂😂

Tera nashedi pan ne pura mood bana diya mera 2 din ka 😂😂😂

Bts luv u mera lamb🤣🤣😍😍😍...

My Rants 😤( Lame And TF🙂).Where stories live. Discover now