Chapter 18

101 7 0
                                    

(Sorry guys for late writing)
(Sarthak enters)

Sarthak:haa shaadi to hogai hai par tumhe ye shaadi nibhane ki jarurat nahi hai Shreya mein divorce paper laya hu tum abhi isse talak lelo
(Everyone is shocked)

Shreya:aap aap ye kya keh rahe ho bade baba shaadi koi gude gudiyo ka Khel nahi hai ki ki or divorce le liya

Kalyani:haa Shreya kaka sahi bol rahe hai divorce papers par sign kardo

Shreya:nahi aai mujhe atleast apse to ye ummid nahi thi aap to hamesha rishton ki baat karti thi or aaj aap hi
(Sam in mind mujhe kuch Karna hi hoga varna ye log to sara plan yanhi flop kardenge)

Sam:haa me Shreya ke saath hu rishtey ese thori tode jate hai

(Malhar in mind pata nahi ye sab kya hua mene ek bacchi ki zindagi khrab kardi mein ye nahi kar sakta par Shreya bhi to mere samne hosh mein aai hai to ye to usne nahi kiya hoga to phir kisne kiya ye jo bhi ho iski zindagi to barbad hohi gai na agar hum abhi divorce le bhi lete hai to log to hamesha ise sunaenge ke or ye to kalyani jitni strong bhi nahi lagti ki ye sab seh jaye )

Malhar:mera bhi yahi fesla hai ki mein in divorce papers pe sign nahi karunga

Kalyani:aap to abhi keh rahe the ke ye sab apne nahi kiya or ab aap divorce lene se bhi mana kar rahe hai aapne mujhse bhi jabardasti shaadi ki thi par vo baat kuch alag thi kyuki aap ko tab moksh ke liye maa chahiye thi or ab to apne had hi kardi mujhse badla lene ke liye meri beti se shaadi karli

Shera: mein apke samne hath jodta hu please meri beti ki zindagi or barbad mat kijiye please

Shreya:baba aap bhi. nahi mene soch liya hai mein ye shaadi nahi todugi
(Kalyani in mind abhi Shreya ko samjha kar koi faida nahi hai vo nahi sunne wali isse aram se badme samjhaungi jab iska dimag shant ho jayga )
Kalyani: thik hai Shreya agar tum yahi chahti ho to yahi thik hai hum inhe tumhara pati accept karte hai par ek shart par tum apni padhai nahi chorogi jo kar rahi thi vo continue karogi
(Everyone was looking her with question mark on their face she sign them to act as they accept them)

Shreya:haa aai sachi aap man gai .haa mein promise karti hu ki iska meri padhai par koi asar nahi hoga .to ab ghar chle

Kalyani:nahi.abse hum unhi rahenge hum ye ghar renovation me diya tha isliye hum vanha reh rahe the but all can see ab kaam pura ho chuka hai
(They all takes there room one room is alloted to Shreya and Malhar and goes inside)(in Avni and sam's room )

Sam: mujhe laga nahi tha ke vo kalyani ko mana hi legi aakhir matlab mene kabhi nahi socha tha ki ek 18 saal ki bachi esa kuch kar sakti hai

Avni: tumhe lagta hai vo mangai hogi

Sam: obviously not usne sirf Shreya ka dil rakhne ke liye bol diya par vo puri koshish karegi ye shaadi todne ki

Avni:to hame kuch karna hoga

Sam:nahi ab jo karegi Shreya hi karegi dekhti jao hum humara phela plan continue karenge or kalyani ko to Shreya sambhal legi

The sacrificing love storyWhere stories live. Discover now