Missing

752 73 20
                                    

Kartik, Manish and Akhilesh reached Kairav-Vansh’s school. They spotted the driver outside the school gate.

Kartik- Tumne ass pass mai dekha

Driver- Ji Sir maine dekha par kahin nahi mile. Har roz bacche isi jagah intezar karte hai par aaj dekha toh Vansh baba aur Kairav baba yahan they hi nahi. Maine pucha watchman se toh unhone kahan ki school choot gayi hai aur koi  baccha andar bhi nahi hai.

Akhilesh- Kartik tassali ke liye school ke andar jakar check karte hai

Manish-Haa Akhilesh sahi keh raha hai chalo andar

The trio went inside. They searched the play area, art room, music room, classrooms, auditorium and every possible nook and corner of the school. They talked with their teachers but they answered that they had left the school along with other children. Disappointed they came outside. Kartik’s phone started ringing with Naira’s number but he did not pick the call as he himself did not know what he would answer at that moment. 

Kartik- Papa ek baar security guard se puchte hai. Kahin bacchon ko bahar jate hue unhone dekha ho toh.

Manish-Haa 

Kartik-(showing photograph of Vansh-Kairav) Excuse me kya aapne in do bacchon ko bahar jate hue dekha hai?

Guard- Nahi Sir itne saare bacchon mai dhyan nahi gaya

Kartik-(shouting) What do you mean dhyan nahi gaya. Aap log laparvah kaise ho sakte hai? Do chote bacche school se nikal gaye aur keh rahe hai dhyan nahi gaya. Yeh aapki zimmedari hai ki jabtak bacchon kp lene nahi aate tab tak unhe gate se bahar nahi chodna.

Manish-Kartik shant ho jao beta chillane se kuch nahi hoga

Guard- Sir hum bhi bacchon ko parents ke bina nahi jane dete. Magar aaj Principal ne mujhe urgent kam se bulaya tha andar isliye jab bacche chut rahe they tab mai nahi tha aur dusra guard aaj jaldi gjar chala gaya tha kyunki uski tabiyat theek nahi thi isliye.

OUR LOVEWhere stories live. Discover now