decision

1.8K 65 0
                                    

Scene starts from Vedika entering naira room and saw her all worn out , she is feeling bad for her
V: naira aap theek hain
N: haan Vedika ab main aur kairav tumhari personal life disturb nahi karenge
V: nahi naira aisa nahi hain jab aap nahi thi tab maine dekha hain Kartik ko aapke liye tadapte hua
Vo pal pal mar rahe the
N: haan manti hoon ki galti meri bhi thi main hi apna pyaar majboot nahi kar paayi khair mein kairav ko lekar family ke saath cape town shift ho jayungi
N: main tumhare aur Kartik ke married life bilkul bhi nahi aana chahti pls mujhe akela chod do
Skip to garden
Kartik is lost in his thoughts Vedika came and put her mangal sutra in his hand
K: Vedika yeh kya hain
V: naira ka haq hain unki amanat hain jo mere paas galti se aa gayi hain ab unhe vaapa lautaane ka time aa gaya hain
Kartik is shocked
V: shocked mat hoiye Kartik naira aapki thi aur aap unke haan apka caring nature dekh thoda infactuation ho gayi par ab practical hone ka time hain
Main kairav se uski happy family nahi cheen sakti so pls I beg you naira ko rok lijiye, vo aaj cape town shift ho rahi pls
K: he is happy as well as sad for Vedika
K: lekin tum kaise rahogi
V: jaise reh rahi thi main US jaa rahi hu apne bua ke paas
K: pls Vedika mat karo aisa
V: ab yeh mumkin nahi hain
K: ok
Naira is seen at her room kairav came
K: mumma
N; Yes baby
They both spend mother son quality time together
Skip to next day
Kartik came in SS
K: Naira pls bahar aai
N: kya hua Kartik
N: how dare you to come here Kartik
K: papa pls mujhe naira se baat karne dijiye
N: theek hain
K: sharp 6pm at joggers park
N: done
N: I hope yeh humari aakhri mulakat hogi
K: I bet you nahi hogi (in mind)
K: done
6 pm
Kartik is waiting for naira
N: bolo kya bolna hain
K: I am sorry main tumhare culprit hoon I am sorry for hurting you so much I am so sorry jaan pls ho sake to mujhe maaf kar do pls
N: she is teary eyes looking at her kartik
N: shaayad mujhme hi kami hain jo baar baar tumhara trust hill jata hain
K: nahi naira aisa nahi
N: aisa hi hain Kartik humesha main ho suffer kyu karti hoon tum paanch saal akele rahe meri yaadon ke saath jo ki achi thi, pyaari thi par mera socha pehle do saal tumne mujhe trust nahi kiya main dur rahi tumse phir tumhara vi shaq jo ki mujhe pal pal marta raha in paanch saalo mein ab mujhse nahi hoga pls I beg you mujhe jaane do aur Vedika ke saath apni nayi life start karo
K: mujhse nahi hoga naira I beg you pls mujhe maaf kar do tum jo kahogi main karoonga pls
N: mujhe chod do
K: nahi yeh nahi ho sakta pls main yeh nahi kar sakta
Screen freezes on their teary face
Precap: happy ending

haathon ki lakeeron ne moda rasta( Completed)Where stories live. Discover now