innocent nandini.

1.2K 131 16
                                    


Dadi_ aagayi bahu 

Nadani _ ji dadi .

Dadi_ chal khana kha le bhok lagi hogi na .

Nadani _ ji bahut dadi .

Dadi_ manik waha kyu khada hai mon bankar ke aagayi na teri bivi sahi salamat ghar par ab kyu pareshan khada hai chal aaja .

Manik _ dadi aap bas mughe hi bola karo isko kuchh nahi bolna jo bina bole bahar gayi thi woh to navya di milgayi nahi pata nahi kaha jati ye aur kaise ghar wapsaati phone bhi band hai madam ka aur aane ke baad sorry nahi kaha gaya inse had hai laparwahi ki gusse main beth jata hai chair par aur khananikal kar khanelagta hai .

Dadi_ are beta ab gussa thok de nahi jayegi aage se binabole hai na nadani.

Nadani kuchh nahi kehti hai norvouse si khadi rehti hai aur.

Manik _ Dekha na kaise chup khadi hai masom si bankar awaj nahi nikal rahi ab mon se inke wese non stop bolne ka record bana de aise nahi bolegi kehkar oth jata hai.

Dadi_ manik khana to kha le beta kaha jaa raha hai.

Manik _ maira ho gaya mughe kisi kaam se jana hai late ho jaaonga aane main kehkar nikal jata hai aur nandini ose jata hua dekhti rehti hai aankho main suddenly aanso aajate hai aur.

Dadi_ are are kya hua beta ro kyu rahi hai gusse main hai isliye bol raha hai chal khana kha le aa gussa thik hoga to apne aap thik ho jayega .

Nadani _ dadi woh itna gussa hokar gaye hai kya woh mugh se baat karenge kya.

Dadi_ are kyu nahi karega husbad wife ke bich aise tu tu main main hoti rehti hai .

Nadani _ par maine to kuchh nahi kaha phir tu tu main main kaise hui .

Dadi_ beta nahi kehte os par bhi tu tu main main hi hoti hai ye jab woh bol raha tha bol ti na kuchh kyu khadi rahi chup chap .

Nadani _ bolna hi nahi aaya mughe kuchh bhi kya bolti main cute sa face bana kar bolti hai aur dadi oske masom se face ko dekh kar smile kar jati hai aur.

Dadi_ hai kitni bholi hai tu to

Chal kha pehle .

Nadani _ par woh gussa hi rahe to kya karongi main.

Dadi_ are pati naraj hota hai to bivi kaise manati hai pata nahi hai kya tughe.
Nadani _ kaise manati hai mughe nahi pata dadi .

Dadi_ le gayi bhens pani main kuchh nahi pata tughe .

Nadani _ nahi pata dadi .

Dadi_ are aise bholi banegi to

Manik sar chhad kar nachega tere .

Nadani _ sar par kaise nachenge woh maira sar to itna sa hai dadi .

Dadi_ nandini khana kha le beta man jayega rat ko tayyar hokar oska intejar karna woh dekhte hi sara gussa bhol jayega .

Nadani _ sach dadi .

Dadi_ han bilkul sach chal ab
Khana kha le .

Dono khana khati hai aur

Apne apne room main jakar let jati hai aur.

Nadani pov  dadi ne bola hai achhe se tayyar hone par manik man jayenge to ab main achhe se tayyar hokar manik ka wait karti ho navya di se pochhti ho kaise tayyar hote hai onko to pata hoga sab kuchh .

Navya se hi pochho nandani wahi batayegi tumhe kaise manate hai husbad ko 😜😜😜😜😜😜😜

who I am for you ? Where stories live. Discover now