Maut toh sirf bahana hai
Uss sach se mooh pherne ki
Jiski saamna na kar paate hai dil
Par jab zindagi saath chode
Toh maut hi sahara ban jaati hai
Jiss zindagi se beintehaa mohabbat thi kabhi
Woh aaj nafrat ki roop le liya hai
Uss nafrat jo aag ki dariya bankar
Poori Kaaynaat ko jalade
Isse acha hai uss aag ki dariya ko
Apne andhar samet loon
Aur uss dariya mein dubaa kar
Apni dil ko hi maar loon
-
Anami