16.

825 73 25
                                    

A- nhi shivaay today I'll tell you everything. Everything

Suddenly Anika realized that it's not good to tell Shivaay everything so she decided to told only half of it

S- btao na doll

A- Meri Jo mom hai na vo bohta strict hai or mujhse bohta pyaar krti hai to jb mujhse koi glti ho jaati hai na to vo mujhe bohta pyaar se smjhati hai or ek baar na mere haath me hot vessel for gya tha jisme milk tha or phir ye mark aa gya or uske baad Meri mumma ne bohta acche se mujhe smjhaya ki kaam kaise krte hai

And she chuckled while Shivaay made a face

S- Kya doll! Ye story to bilkul bhi interesting nhi thi. Mujhe to lga tha ki isme thriller hoga suspense hoga or action bhi jaise filmon me hota hai na bilkul vaise

And he started imagining

S- doll main tumhe gaana gaake sunau? Tumhe bohta maza aayega

Anika nodded

(Shivaay is a good singer here)

S- hmmm

Jisse Zindagi dhondh rhi hai
Kya ye vo maukam Mera hai
Yaha chain se bass ruk jau
Kyu Dil ye mujhe kehta hai?
Jazbaat naye se mile hai
Jaane Kya asar ye hua hai
Ek aas mili phir mujhko
Jo qubool kisine Kiya hai

She took Anika's hand indicating to dance with him and she happily joined and they starting dancing

Kisi shaayar ki gazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yu Mila hai
Jaise banjaare ko Ghar
Main mausam ki seher
Ya sard me dopahar
Koi mujhko yu Mila hai
Jaise banjaare ko Ghar

He twirled Anika and she joyed and Shivaay also smiled brightly

Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar

They joined their forehead together

Dard mere vo bhula hi gya
Kuch aisa asar hua
Jeena Mujhe phirse vo seekha rha
Hmm.. jaise baarish krde tar
Ya marham dard par
Koi mujhko yu Mila hai jaise banjaare ko Ghar

The song literally fitted on their situation. Both didn't knew what destiny planned for them but they wanna live in today without fear of tomorrow

Muskata ye chehra
Deta hai Jo pehra
Jaane chupaat Kya Dil ka samandar
Auron ko to hardam
Saaya deta hai
Vo dhoop me hai khada
Khud magar
Choot lgi hai usse phir Kyu mehsos mujhe ho rha
Dil tu bta de Kya hai iraada Tera
Hmm... Main parinda besabar
Tha uda Jo darbadar
Koi mujhko yu Mila hai
Jaise banjaare ko Ghar
Naye mausam ki seher
Ya sard me dopahar
Koi mujhko yu Mila hai
Jaise banjaare ko Ghar

Shivaay sang and Anika clapped in joy

A- wow Shivaay tum to aaj bhi vaisa hi gaate ho jaisa college me gaate the

S- college? Tum jaanti ho mujhe phele se?

Anika realized what she said and tried to cover up

A- haa go omru ne btaya tha ki tum gaate the college naam ke ek Ghar me jb tum chote the

S- ha ab to main bada ho gya hu na

He said proudly while Anika chuckled

2 pairs of eyes are watching this and prayed that they never seprerate

S- aap? Are aaiye na

Anika looked up on












How was this?

Liked the song?

That song actually described their situation so I used that

Can I use songs in my upcoming chapters too if u like?

Please vote and comment

Childish Love (On Hold)Where stories live. Discover now