Chapter-8 Abhimanyu

571 64 1
                                    

In night Nandini come to Megha house secretly .
Nandini tum yaha is wakt aur aise chup ke kyun aayi ho - Megha asked.
Kitne sawal karti ho tum . Chalo hamare sath - Nandini said .
Kaha - Megha asked .
Seher ke bahar wali nadi par - Nandini said .
Kyun - Megha asked .
Nadi par ek bahut khubsurat phool hai jo sirf raat main hi milta hai humein woh chahiye - Nandini said .
Nandini tum pagal ho gyi ho - Megha said .
Ha hum pagal hai ab chale - Nandini said and take her with herself.

Nandini and megha reached near the river .
Nandini agar kisi ne dekh liya ya mahal mein kisi ko pata chal gya toh hum koi nhi bacha sakta - Megha said .
Kuch nhi hoga - Nandini said and go to take flower .
But they see some persons come there in mask .
Seeing them Nandini and megha is shocked.
The person attack them but Nandini and megha fight them and beat them.
Nandini chalo yaha se abhi - Megha said . Nandini nodded his head and leave for there.

The persons go back to their place and see his boss is waiting for them with so much angry face.

The persons go back to their place and see his boss is waiting for them with so much angry face

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Sardar woh - One person is about to say but his boss give him a punch .
Tum logo ki himmat kaise hui kisi ladki par hamla karne ki - Boss said .
Lekin sardar woh rajkumari thi - Person said.
Lekin thi toh ek ladki hi na . Humare dushman woh raja hai iska matlab ye nhi ki hum kisi ladki par Hamla kare . Ye pehli aur akhiri baar hai agar ab tum mein se kisi ne bhi aisa kiya toh tum logo ki yaha koi jagah nhi hogi samjhe - Boss said with so much anger and the persons nodded his head .

Waise kuch toh khash hoga un ladkiyon main jisne mere admiyon ko hara diya - The boss said to himself.
Then a old man come there and said - Abhimanyu.
Guru ji aap - Abhimanyu said .
Ha hume yeh dekhkar acha laga ki tum logo ki kitni parwah karte ho - Guru ji said .
Dhanyawad guru ji main toh bas wahi kar rha hoon jo apne mujhe sikhaya hai - Abhimanyu said .
Guru ji give blessings him and leave for there.

Nandini and megha come back to palace but they see Senapti vijay, Manik and Rehan are there .
Kha the aap log - Senapati vijay asked .
Pitaji woh hum - Megha said but vijay asked them again with loud voice - Humne pucha kaha the aap dono .
Listen his voice Nandini and megha getting scared and nandini said everything to them.
Tum dono pagal ho gye itni raat main akele bahar jane ki kya zaroorat thi - Manik said .
Tum dono pata hai woh log kaun the . Woh Abhimanyu ke aadmi the . Aur Abhimanyu Raja aur unke pariwar ka sabse bada dushman hai - Rehan said.
Rajkumari ji mujhe aap se yeh ummed nhi thi - Vijay said.
Humein maaf kar dijiye senapati ji hum phir kabhi aisa nhi karenge - Nandini said.
Vijay nodded his head and said - Bahut der ho gyi hai aap dono apne kamre mein jaiye .
Megha and nandini leave for there.

Iske baad Abhimanyu chup toh nhi rahega - Manik said.
Ha humein Sujangarh aur Raj pariwar ki suraksha badhani hogi - Vijay said and leave for there .
Rehan Vijaygarh ke Senapti ji se nhi kaho ki woh Vijaygarh ki suraksha badha de. Hum us Abhimanyu par bharosha nhi kar sakte woh kabhi bhi kuch bhi kar sakta hai - Manik said to Rehan and Rehan nodded his head.

Manan FF - Tum Dena Sath Mera Where stories live. Discover now