Ch - 14. Honeymoon Cancel ❌

1.1K 185 27
                                    

Jasmin girne lagti hai lakin aly ussa bacha leta hai kyuki wo shower tap ke touch pe khada tha thoda peeche jjaake hi vo shower tap on ho jati hai.........or dono ek dusre me gum ho jate hai dono ke gila badan ek dooshre ko chu rahe the unke hotho ke beech sirf thora sa gap tha agar vo thora bhi hilte toh dono ki lips touch kar jati dono ek dusra ma 5 min kho raha phir achanak sa aly jasmin ko bahar faek deta hai or wo bed pa ja girti hai.....

J : WTH* ha I hate you, I hate you....

Aly bathroom ka andar sa chilata hai

A : me too baby....

J : ughhh!

Jasmin's pov

Ya kya kiya ussna ha abhi ya bed nhi rahti toh mai floor pa girti or mera sir pa lagti ya samjhta kya hai apna aap ko ha issa toh meri bilkul care nhi hai......kutta ab mai jo issa like karti thi na ab mai isski shakal bhi na dakhu... Huh 😡

After that both of them comes in dinning area for breakfast.........they seat together...

J : mom I am really sorry wo mujhe thora late hogya toh mai breakfast nhi banna payi..

M : issma kya badi baat hai beta maid hai na tum chinta kyu karti ho tumhe ya sab karna ki koi jarurat nahi hai

J : Rahul disha kaha hai.....

R : woh apna ghar ma hai bhul maat jas ki humari abhi tak shaddi nhi hui hai...

A : Toh karla mujhe toh bada gyan data rahta hai....

R : ha karlunga or dhakhna kitni dhamka daar hogi hamari shaddi

A : whatever

R : toh

A : toh kya....

R : honeymoon pa kab ja raha ho tum dono....

Both : honeymoon pa (they shouted)

M : ha issma kya badi baat hai beta haar couples jata hai humna tumhari ticket book kara di aaj shaam ki hai packing start kardo...

J : but dady ji ya kuch jada hi jaldi nhi hai..

M : bilkul nahi no discussion on this topic,.....topic is clear ki tum log ja raha ho...

Both : par dad...

Mahesh left from there and both looking to eachother...

A : packing karlo

J : mai apna dakh lungi tum apna karlo 😒

A : ha wasa bhi mera saman ko touch maat karna

J : blah blah blah!!!!!

Dono asa karta karta sidhiyo sa upar ja raha tha....

S : dakha rahul...

R : kya dakha Mummy ladai

S : nhi beta pyaar ki shuruwat........

R : dakhta hai ya pyaar kitna din tak tikta hai......

On the other side....

A : ab chalo honeymoon pa...

J : aly mujhe janna ka man nhi hai....

A : toh mujhe bhi konsa janna ka shokh hai tumhare sath....

J : aly actually meri tabiyat thori theek nhi lag rahi hai

A : kya hua

(Aly uska temperature check karta hai)

A : ara tumhe toh kitni teez bukhar hai chalo yaha pa lata.......

J : 😡ya sab tumhari wajah sa hua hai tumna shower on kyu kiya tha....

A : accha ab sarra ilaz mujhpe hi daal diya ha or jo tum andar gussi thi uska kya....

J : uggh mai tumse nhi jit sakti..

A : jasmin enough yaar tum samjhti kyu nhi ho ki ab hum husband wife hai....

J : wah ulta chor kotwal ko data.......ak toh tum hi humara relationship ko time nhi da raha ho uss sonali ki peecha pada ho jo sirf tumhara paise ka peecha padi thi bataya tha na rahul na...

A : I know Jasmin lakin ak normal person ko move on karna ma time lagta hai ☹️

J : oh c'mon ya bahna maat banao....

A : ok thik hai aaj sa abhi sa apna relationship ko full time dunga

He going to kiss her but she push him back....

J : what was that???

A : wow abhi toh tumna bola relationship ko time do....

J : aly haar chiz sex* sa nhi hoti samjha...

A : tum ya kaho na jasmin ki tumhe mujhse daar lag raha hai...

J : shut up just shut up.........(she shouted loudly)

Itna kahta hi jasmin ko khasi aana Lagti hai....

A : Jasmin firstly tumhari halat kharab hai late jao...

J : tum toh mujhse duur hi raho

A : tum asa nhi manogi.....

He put her in his strong arms and place her to bed....cover her to blanket...

A : mai doctor ko call karta hu......or gili pati la ka aata hu..............!

Aly neecha jata hai jaise hi wo kitchen ma jata hai ....

M : aly packing hogyi....

A : papa aaj nhi ja payenga jasmin ki tabiyat kharab ho gyi hai.....

S : kya hua ussa beta....

A : muma ussa thora bhukhar ho gya hai

S : kaise

A : kyuki hum dono.......(took a pause) kuch nahi....

R : tum dono kya.....oh sachma kya tum dono ka beach....

A : bro asa kuch nahi hai....

R : toh kya hai

A : mai tujhe baad ma batunga....

R : ok sun mai Disha ko bula lata hu wo uska khyal rakhlagi...

A : lakin kyu aap sab bhi toh ho...

M : nhi hum sab function ma ja raha hai or ya imp hai kyuki jasmin ki health thik nhi hai tu or wo yahi rahenge or uska khyal rakhna.....

A : hmm..thik hai rahul rahna da ussa maat bula wo shoot ma busy hogi..

R : thik hai bro hum chalta hai jasmin ka khyal rakhna ussa bilkul bhi pareshan maat karna...

A : ok bye....

After sometime doctor aa jata hai

D : kuch nahi hua inhe mr.goni thora sa baas bhukhar hai kal tak utar jayega baas inhe meri batayegi medicines da dana.......

A : Ji doctor......

Doctor left from there.....bahut raat ho chuki thi abhi tak parents bhi nahi aya tha Jasmin gaheri neend pa so rahi thi....

Aly's pov

Jasmin gahera neend pa so rahi thi wo bahut beautiful lag rahi thi sota wakat or jaise hi utha gi isska chik chik chalu sota hua kitni beautiful lagti hai na...iski beautiful eyes jo close hai and isska milky soft cheeks and isska pink and juice lips.....uff I want to kiss her....nhi aly kya souch raha hai tu .....lakin yaar ya kitni pyari hai ak kiss sa kya hoga wasa bhi ya soui hai....... and Sonali sa toh beautiful hi hai.... Ok just one kiss...

Pov end

That's it
Thankyou 😘
Target - 140 votes

💔MOHABBAT EK GUNAH 💔Where stories live. Discover now