Part 2

331 32 10
                                    

Bela-Aaj toh pata nahi ki mujhe kya hogaya tha mein itni jaldi kese sabkuch bhulne lag gayi hun mein bhi na

Rakesh-Bela kya soch rahi hain

Bela-Papa wo mein chodo kuch nahi ese hi acha papa mumma kab vapas aane wali hain aur ab nani ki tabiyat kesi hain

Rakesh-Rohini ka call aaya tha wo abhi itni jaldi toh nahi aane wali hain isiliye aur thode din wo wahi rahegi

Bela-Kya yaar papa abtak mujhe mumma ki kitni yaad aarahi hain roj roj wo tasteless khana khake

Rakesh-Acha matlb tumhe khana acha nahi lagta hain isiliye tum mumma ko ghar bula rahi hon ab mein samjha nahi toh jo din bhar ghar par apni maa ke saath bas jhagadti rehti hain usse achanak apni maa ki itni yaad kese aagayi

Bela-Papa esa kuch nahi hain mein mumma ko miss bhi bohot xyada kar rahi hun ap ho ki humesha mujhe tease karte rehte hon

Rakesh-Mein toh apne ladli beti ko karunga tease

Bela-Papa mein abhi sachi mein ghussa ho jaungi

Rakesh-Acha acha sorry maff karde

Bela left to her room she changed her clothes and left to kitchen she started cooking otherside mahir reached his home he opened the door and threw his bag on the sofa his sister came outside and gave him water he sat and drank it mahir smiled

Suhani-Bhai aaj apko aane mein itni der kese hogayi roj toh app time se pehle aajate hon

Mahir-Are kabhi kabhi late hojata hain acha ab jaldi se mujhe khana paroson mein abhi bas fresh hokar aaya

Mahir left to his room and f
Got fresh he came out of his room and sat on the chair suhani served him and she also started eating both were talking with each other and laughing suhani left to her room mahjr again left for his job

Vote and comment
Ignore gramattical errors

I Trust YouOnde as histórias ganham vida. Descobre agora