Part 2 - Report day

660 67 7
                                    

After one day ..

Anubhav has called her in the morning..

AS: (sweetly)Hello . Haseena ji .. aap uth gayi hai .. 

HM: ha . Uth gaye hai hum.. Good morning..

AS: Shubh prabhat. Raat ko aap ki tabiyat bigdi nahi na.. (being concerned)aap thik se so paye hai toh?

HM: (irritatedly)Aap kya hume kal se phone kar rahe hai barbar . hum thik hai.  raat mein dard ho rahi thi .par thodi der baad thik bhi ho gayi ..toh.. 

AS:(cutting in between)  aap hume durvash kyu nahi kiya.. 

HM: aap pareshan mat hoiye...hum thik ho gaye the isliye call nahi kiya ..  aur aap aisa mat kijiye ab hum dono ko beech mein aisa koi rishta nahi hai jo aap hamari itni parwah kare.. hum khud apna dhyan rakh sakte hai.. 

AS: Dekhiye haseena ji hum dono mein kya rishta hai ye aap bhi jante hai aur hum bhi jante hai.. aur aap apne aap ka kitna dhyan rakhti hai ye hume pata chal gaya hai .ab ye sab baate chodiye . Jis wajah se humne phone kiya tha woh ye hai ki hum aa rahe hai aapko lene aapki ghar.. phir saath mein haspatal mein chalenge. 

HM: hum akele chale jayenge.. aapko apni kam ko chod kar hamari sath jane ke koi jarurat nahi hai .. I am sure aap ki bahut important meetings aur cases honge.. toh hum akele hi jayenge and that's final..

AS: Is samai hamari liye sabse important aap hai.. aur koi meetings ye case nahi hai hume abhi.. jo hai wo hum hospital se lautne ke baad karlenge.. toh hum chal rahe hai  aap jo bhi bol de and that's also final. 

HM: acha thik hai . Abhi hume taiyar hone dijiye..

AS: ji .. hum aate hai..

..................................................................................................................

Haseena came down and found  Anubhav and her ammi gossiping, mainly ammi complaining about Haseena to him .

HM:Ammi kya hai ye sab aap sir se hamari shikayat kar rahe hai ..hum kya itna pareshan karte hai..

Ammi: nahi meri pyari bachi tu itna nahi bahut jaida pareshan karti hai . Pehle toh meri koi baat nahi sunti . Upar se mujhe hamesha dawai ke liye daant ti rehti hai aur khud doctor ke paas nahi jaati hai .

HM : hum gaye toh the  .

Ammi: wo toh anu beta ko maine kaha isliye woh tujhe leke gayi warna tu jani wali nahi thi ...

HM: Aapko toh hameshai Karishma aur anu sorry anubhav sir hi dekhta hai

AS: Aap bhi hume anu bula sakti hai

HM: (taunting) Aapko hum anu kis haq se bulaye . Wohi haq jo aapne khud thukra ke chale gaye the..

Ammi:(scolding) Haseena jab tu usse maf kar diya hai toh phir uske sath kyu aisa bartav kar rahi hai

AS: rehne dijiye . Ammi isme hamara hi galti hai . Shayad hume apne pyar ko pane mein aur bhi kathinayo ko samna karna padega par jab tak haseena ji hamare paas hai hum kisi bhi kathinai ko takkar de sakte hai (smilingly).

HM: Chaliye hume deri ho rahi hai..

..................................................................................................................................

At hospital

They sat outside waiting for their turn..Anubhav was restlessly pacing back and forth..

AS:(being impatient)Ye chikitsak mahoday ab tak kyu nahi aaye hai 

HM: aap Shanti se baithiye... aa jaenge.. Kisi ki operation mein hain ..

Never leave you again..जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें