party

322 45 22
                                    

Next day..

Drishti get ready and wait for rakshit.. rakshit came to pick her....

Drishti:- me chiki ko bolti hu meri help karne k liye...

Rakshit:- kya mujh par itna bhi trust nai he...

Drishti silent....

Rakshit pick drishti in his arms from wheel chair and sit her on passenger seat.... drishti's heartbeat skipped.... rakshit fold her wheel chair and kept it in back sear of car.... and sit on driving seat.... he start car....

Drishti:- aapko mere liye itni takleef lene ki jarurat nai thi....

Rakshit:- hum friends he to kya ek dusre k liye itna bhi nai kar sakte....

Drishti:- aap bahut acche friend he....

Rakshit:- lo aa gaya mera ghar...

Drishti:- ise ghar nai big mention bolte he mr shergill...

Rakshit laugh....

Rakshit arrange wheel chair for her ... he pick her in his arms and put her on wheel chair... and took her in mention...

Rakshit:- tum yaha comfortably baitho.. me aata hu...

Drishti:- yaa sure....

All guest arrived and wish Rakshit for his birthday.... drishti shocked....

Drishti in mind:- mujhe to pata hi nai tha ki aaj mr shergill ka birthday he... me to koi gift bhi nai layi...




After some time....

Rakshit came to near drishti...

Rakshit:- drishti aao mere saath cake cut karte he...

Drishti look little sad...

Drishti:- aapne kyo nai bola ki aaj aapka birthday he....me aise hi aa gayi..

Rakshit:- tum aayi yahi mere liye sabse bada gift he... me birthday celebrate nai karna chahta tha... but mom ne vinay ko call karke sab karwaya he....

Drishti:- ohh... happy birthday mr shergill.... may god bless you with all happiness......

Rakshit:- thanks.. ab chalo....


Rakshit drag wheel chair to near cake ceremony.... rakshit cut cake and feed drishti 1st bite.... drishti shocked but did not shown... she also feed him cake with happy face.....

Rakshit busy with other business man but he sent food for her and drishti enjoyed  food.....and  after some time.... party finished...




Drishti:- mr shergill... aapka ghar sach me bahut khubsurat he....

Rakshit:- thanks...

Rakshit show her whole mention and drishti saw his room... which filled with books...

Drishti:- ye aapka bedroom he ya.. library...

Rakshit:- mujhe books padhna bahut accha lagta he... and jab se tumhari book padhi he... me to tumhara fan ho gaya hu...

Drishti smile...

Drishti:- realy...

Rakshit:- ofcorse....

Drishti:- bahut late ho gaya he ab hume ghar jana chahiye...

Rakshit:- haa chalo...

Rakshit again pick her in his arms and put her passenger seat.... and rakshit start drive.....





On the way....

Rakshit:- kya hua drishti bahut chup lag rahi ho... mere saath achha nai laga kya...

Drishti:- nai aisa nai he... aaj aapke birthday par me aapko kuch bhi nai de payi....

Rakshit:- tum mujhe gift dena chahti ho..

Drishti:- haa de sakti hu na?

Rakshit:- haa.. tum hi de sakti ho... tumhare pas hi wo gift he jo mujhe chahiye drishti... best gift of my life...

Drishti:- me kuch samjhi nai... aap kya bol rahe he...

Rakshit took deep breath...

Rakshit:- drishti.... I LOVE YOU.... I WANT YOU... AS MY WIFE IN MY LIFE.. CAN YOU GIVE ME THAT RIGHT..

Drishti is in hell shock...she was frozen on her seat.....

Rakshit:- drishtiiii... pl kuch to bolo....

Drishti:- aap mera mazaak bana rahe he... mr shergill... aap kyo aisi baaten kar rahe he....

Rakshit:- i am serious drishti... me kyo tumhara mazaak banaunga... me sach bol raha hu...

Drishti:- me... me aapse shadi nai kar sakti... me kisi se bhi shadi nai kar sakti...

Rakshit:- kyo...

Drishti:- aapko dikhai nai deta... ki meri kya condition he... me disabled hu... me koi normal ladki nai hu jisse aap aisi bekaar baat kar rahe he...

Rakshit:- mera confession tumhe bekaar lagta he... meri feelings ki koi respect nai he.. tumhari nazaron me..

Drishti:- aap kyo nai samajte... i am not good enough as wife... aap mere saath khush nai reh payenge...



Drishti turn her face towards the window and rain start.....

Rakshit;- drishti... look at me....

Drishti shook her head... because she was crying....

Rakshit:- drishti pl look at me at once..

But no response.... rakshit get irrited he came out from his car and went to drishti's door... he opend the door.. pick drishti in his arms and sit her on car's bonnet......


Rakshit caught her face in his palm...





Precap:- drishti's decision...

Tere Sang (Drikshit)✔Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang