BREAKDOWN!!!!

266 24 8
                                    

Hey guys I am back with another chapter...i am really sorry for this much delay and I know that the last chapter was not good enough...but this one will be great...so let's go with it..

RECAP:

Daya(in mind) : please Shreya haaro mat...warna mai bhi haar jauga.. tumhe theek hona hoga...mere liye..fight Shreya fight..my fighter... please jaldi se theek ho jao...bahut saari baatein karni hai tumse... please...🥺

CONTINUE :

after two days the psychiatrist came(he was dr. Salunkhe's friend)...

Psychiatrist (psych.) : Hello daya...mai dr. Sudheer Menon...dr.salunkhe ne aapko inform kiya hoga...

Daya : jee...

Psych. : Mujhe dr. Salunkhe ne Shreya ke case ke baare mein sab bata diya hai...I am so sorry to hear that..but she will be fine....don't worry..

Daya : jee... i hope so...bas jab se shreya ne bolna band kardiya hai tabse bahut fikar ho rahi hai...

Psych. :  everything will be okay.....trust me....

And they went into shreya's ward...

Psych. : Good evening Shreya, how are you??

Shreya looked at him emotionlessly..

Psych : Shreya maine suna aapke saath hue uss haadse ke baare mein... honestly mere liye bhi wo sab sun na kaafi mushkil rha to mai samaj sakta hoon ki aap iss wakt kaisa mehsoos kar rahi hain...mai iss liye samajh sakta hoon kyuki I am psychiatrist aur maine insaan ke har scenario ke upar kaise reaction hote hai uske baare mein padha hai and you are also a doctor..I am sure you can understand this...

Aur aapka iss situation ke upar aise react karna is completely normal..I mean maine logon ke iss se bhi worst reactions dekhe hain but Shreya it might be normal for you...par daya ke liye aur aapki poori family ke liye yeh ek torture hai ek saza ki tarah hai..unhe aap unintentionally uss galati ki saza de rahi hai jo unhone ki hi nahi...mai yeh sab isiliye nahi keh Raha taki aapko guilty ya bura feel ho..mai to yeh sab isiliye keh raha hoon ki aap ko realise ho aap ko sachai pata chale.. please Shreya don't do this with your family especially daya...dekho zara daya ki taraf..look at him...wo aapse kitna pyaar karte hain...and you should be grateful ki wo iss situation mein aap ke saath khade hain...warna maine to aise cases mein husbands to kya khud ke maa baap ko apni hi beti ko dosh dete hue dekha hai...and you know what.. daya aapki iss halat ka zimmedar khudko thehra raha hai...inko lagta hai ki yeh aapko iss sab se bacha sakte the...he wants to protect you... please aapke andr jo bhi hai usse bahar nikalo...

She realised that whatever the psychiatrist said was right...

Psych. : Mai jaanta hoon ki iss wakt aapke mann mein bahut saare sawal, bahut saare doubts honge apke aur daya ke rishte ke baare mein and especially society ke baare mein...but aap usse apne andr rakh kar khudko hi torture kar rahi hain.. voice out everything beta agar aap apne iss cheej ko bahar nikalegi tabhi aapke ghaav bhar payenge...yeh jo aapke shareer par ghaav hain wo asli ghaav nahi hain yeh to dawaiyon se bhar jayenge..lekin jo ghaav aapke dil aur dimaag par lage hain wo tabhi bhar payenge jab aap apne andar ka gussa bahar nikalegi.. please Shreya beta let it out...otherwise it will affect you very deeply........i really hope ki aapko meri baat samajh mein ayi ho...(to daya)..aap please mere saath bahar aayie....

daya and dr. sudheer came out....

dr. sudheer : daya dekhiye shreya abhi iss cheez se bahut affect huyi hain.....isiliye maine aaj ka session itni jaldi khatam kiya...and i think ki wo mere sath baat karne mein abhi comfortable nahi hai.....

Daya : yes i completely understand.....par aap ko kya lagta hai ki shreya kab tak theek hojayegi???

Dr. Sudheer : abhi aise haalat mein mai kuch nahi keh sakta.....aisi situation mein aksar logon ko recover hone mein time lagta hai....but aap apni poori koshish kijiye...shreya ko khush rakhne ka try kijiye and wo sabse zyada aapse attached hain to agar aap zyada time unke saath rahege to shayad wo thoda comfortable feel kare aur aapke saath apne mann ki baat share kar paye....

dareya-a complicated storyDove le storie prendono vita. Scoprilo ora