ᴄʜᴀᴘᴛᴇʀ 6 ♥︎

6.7K 595 34
                                    

Tere aane se baag mein khila hai murjaye hue ful
Aaj humara nikah hai, begum keh doh na kabool.

.

Sana :

Hume nahi paata hume kya karna chahiye!

Nikah humare jindegi ka sab se bada faisla hai, hum aise hi kisi se bhi nikah kaise kar saakte hai?

Ya allah, aap kya chahte hai?  Hum jis insaan ko jaante bhi nahi hai, unse hum itna pavitra rishta kaise baana le?.

Hume toh ye bhi nahi paata ki hume yaha kyun laaya gya?

Kya chahte hai ye humse? Kya kare hum?

Ammi ki bhi chinta ho rahi hai.. Hume paata hai ammi kabhi iss nikah k liye haan nahi karengi...

Par ye insaan agar ammi ko koi takleef dega toh kya karenge hum?

Unhone toh bol diya hai ki chahe kuch bhi ho jaye, ye nikah toh ho k hi rahegi...

Aisa lagta hai k ye insaan kuch bhi kar saakte hai...hume soch samaj k faisla lena parega!

Humari khushi or humari maarji se jada jaroori humari ammi ki hefazaat hai humare liye!

Kahi humara jawaab na hone k waja se wo insaan humari ammi k saath kuch kar na le!

Nahi aisa kabhi nahi hoga! Hum apne ammi k liye kuch bhi karenge!

Par agar ammi ki na hui, toh hum humare ammi ko le k yaha se chale jayenge! Fir hume ye nikah nahi karna parega!

Par agar ammi iss nikah k liye raji ho gyi, toh hume unki khushi k liye raji hona hi hoga!

Aah!!! Kya kare hum!!!

.
.
.

Amma bi: allah pe chodh dijiye sab kuch baccha!

Hearing this statement, sana turned and saw an old aged lady who seemed sweet..

Sana: Assalamualaikum...

Amma bi: walaikumassalam beti...

Sana: ji aap kon?

Amma bi: hum sidharth k amma bi hai...jinke saath aap ka nikah hone wala hai wo hume apne maa jaise ijjat dete hai.

Sana felt a motherly vibe from amma bi and thought to share her feelings!

Sana: hum kya kare? Hum aap k bete se kaise nikah kar le? Hum toh unko jaante bhi nahi hai...

Amma bi: hume paata hai ki aap k liye ye sab kuch bohot ajeeb hai or kuch bhi faisla lena bohot hi mushkil hai...par...

Sana: par? 

Amma bi: par aap ki ammi ne aap k liye faisla lena asaan kar diya!!

Sana: kaise? Hum samjhe nahi..

Amma bi: aap k ammi ne iss nikah k liye haan kiya hai....

Sana: kya? Kaise? Ammi...ammi kaha hai?

Amma bi: aap ki ammi yaha hi hai or unhone sehmaati di hai iss nikah k liye!

Sana cried...

Sana: hume apni ammi se milna hai...

Amma bi: ji jaroor! Par usse pehle hum aap ko kuch kehna chahte hai...

Sana: ji kahiye.

Amma bi:

Beta, humara sidharth dil ka bura nahi hai..

Bohot pyaara dil hai uske pas!

Par haalat or galat insaano k waja se unhone apna pyaara dil kahi chupa diya hai...

Mohabbat ❤️✅Where stories live. Discover now