Part 12

1.8K 134 25
                                    

Sirat- Krti hu mai unse pyaar lekin aapke pyaar ke muquable mera pyaar toh kuch bhi nhi hai...Kartik aapse jitna pyaar krte hai na Naira utna kisi se bhi nhi kr skte..Maine dekha hai unhe aapke liye tadapte hue, har choti si choti cheez mein aapko yaad krte hue...bht koshish krte the apna dard chupane ki...aapki kmi ko woh kitna mehsus krte hoge woh aapke alawa aur kaun jaan skta hai...Bhale hi kartik ne mujhse woh 3 shabd bole ho lekin kbhi bhi unhone mere saath waise behave nhi kiya jaisa aapke saath krte hai...woh jaise aapko dekhte hai, woh pyaar bhari nazaro se...aaj tk mujhe waise kbhi nhi dekha kyuki woh nazare sirf aur sirf aapke liye hai...mere haath ki kachori khayi lekin woh joh excitement aapki kachori ke liye hoti hai woh meri wali ke liye toh thi hi nhi...woh jis tarah se aapke saath behave krte hai..aapke liye pyaar ka izhaar krte hai waisa kbhi mere liye nhi kiya kyuki uspe sirf aur sirf aapka hak hai...mujhse baatein krte hai lekin mere saath kbhi apne dukh nhi share krte aur na hi itna khulke express krte hai jaisa aapke saamne krte hai kyuki jis tarah se aap dono ek dusre ko smjhte hai ek dusre ko smbhalte hai waisa toh mai kbhi kr hi nhi skti...Kartik humesha se aapke the aur aap hi ke rhenge...unke dil mein bs ek hi ladki basti hai aur woh hai aap Naira ji...mujhe nhi pta ki aage jaake mera saath kya hoga lekin mai kbhi nhi chahti thi ki mai aap dono ke beech mein aau...Kartik aapse bht pyaar krte hai Naira ji aur roz tadapte hai aapke liye, aapke pyaar ke liye....jbse Kartik mujhse mile hai tbse unhone bht kuch kiya hai mere liye...(joining her hands) please Naira ji Kartik ko unka pyaar lauta dijiye, unki Naira unhe wapas de dijiye...unhe zaroorat hai aapki

(Ufff...socha aunty ji ko thoda positive bna du😂)

By now naira had tears in her eyes. Before she could say anything they reached the market. Naira got down nd went to shop while Sirat was in the car remembering all her moments with Kartik

(Sudhregi nhi...aadat se majboor🤦🏻‍♀️)

Goenka villa

Kartik was lost in his own world or I must say in his Naira's world...the fear of losing her hands was haunting him. Just then Manish came nd sat beside him

Manish- (worried) Kartik kya hua beta ??

Kartik looked up nd saw Manish nd all the elders standing there. He immediately hugging him

Manish- Kartik...Kartik btao kya hua beta

Kartik- Bachpan se aapko aur maa ko hurt krta rha...papa bna toh kairav ko hurt kr diya...ab kahi na kahi Sirat ko bhi kiya...aur sbse zyada toh apni naira ko na jaane kitni baar hurt kiya hoga maine kbhi misunderstanding ki wajah se kabhi blame krke aur pta nhi kya kya krke aur iss baar toh saare record saare limits hi cross krdi...todh diya maine apni naira ko...jis se sbse zyada pyaar krta hu ussi ko hurt kr diya maine...jis se waada kiya tha ki uske chehre pr humesha sirf aur sirf khushi rhegi...ussi chehre pr baar baar dukh ka kaaran mai hi bn jaata hu...Naira ki aankh se nikla ek ek aansu ka sirf mai hi zimmedar hu...Log apno ko pyaar dete hai, khushiyan dete hai, lekin mai kya krta hu?? Joh mujhse pyaar krte hai unhi ko hurt kr deta hu....Kyu maaf kiya aapne aur maa ne mujhe ?? Aap dono ko bhi mujhse nafrat krni chahiye jaise Naira krti hai...intact aap sbko mujhse nafrat krni chahiye...kyuki mai iss kaabil hi nhi hu ki koi mujhse pyaar kre...apne emotions mere upar waste kre...aap sbko mujhse nafrat krni chahiye ...sbkooo

Suddenly there was a 'thud' sound...Kartik received a tight slap right across his face by none other than..........











Jldiii btaooo kaun hoga











Guesss guessss













Chlo mai hi bta deti hu











Nd it was none other than his sherni...Naira was looking at him in anger with tears continuously flowing from her eyes

Kartik- Nai...raaaa

Naira looked at him in anger nd staight away ran to her room. Kartik was abt to go behind her but stopped by Manish

Manish- Sahi kiya Naira ne tumhe ek nhi balki 10 thappad padhne chahiye

Swarna- Kartik hum hurt unhi ko krte hai jinse sbse zyada pyaar krte hai...aur yeh sb bolke aaj tumne hum sbko paraya bna diya

Kartik- Nhi maa mera aisa mtlb nhi tha...aap jaanti hai aap sb mere liye kya hai...aap sbki importance kya hai meri zindagi mein

Dadi went nd hugged him

Dadi- Khabardaar Kittu agr tumne aisa kbhi bola toh

Kartik holded his ears nd said sorry to everyone

Manish- Smjh skte hai hum kya guzar rhi hai tumpe lekin Kartik ek baat ka dhyaan rkhna ab joh kroge soch smjhke krna....Hum jaante hai ki tum aur Naira ek dusre ke bina kitne adhure ho...kaira adhura hai..lekin ek baat ka dhyaan rkhna Naira beti hai meri aur mai uski aankhon se ab ek hi aansu nhi dekhna chahta aur na hi apne bete ko dard mein dekhna chahta hu..toh jao aur glti tumne ki hai usse sudharo....mere dono bacho ki khushiyan unhe lauta do...aur joh Kaira abhi adhura hai usse jaake pura kro...kyuki iss ghar ki khushiyan kaira se judi hai toh jao aur le aao sbki khushiyon ko joh sirf ab tumhare hi haathon mein hai...

Kartik looked at Manish nd hugged him tightly. He then went to Naira's room nd could hear her sobs...He knocked at the door

Kartik- I'm sorry Naira

Naira- (inside the room) Nhi chahiye tumhara sorry

Kartik- Naira please ek baar darwaaza khol do please jaan bs ek mauka de do mujhe

Naira- Chle jao tum yahan se Kartik

Kartik- Jaan please open the door

Naira- (lil louder) Just leave Kartik

Kartik- Tumhe meri kasam hai Naira darwaza kholo

Having no choice, Naira had to open the door. They were standing in front of each other with tears in their eyes...Kartik entered the room nd immediately hugged her

Kartik entered the room nd immediately hugged her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
WILL THEY REUNITE ?Where stories live. Discover now