" Aao sunau pyar ki ek kahani " ......😍😍😍😍😍

336 34 9
                                    

Continue last part;
Viru: pata nahi q mein baar baar sai se q takra jata hu....😕😕😕har baar wo mere hi samne q aati hai....

Ashwini: godu kya hua? kya soch rahe ho....😕😕😕😕

Viru: kuch nahi aai, mein toh bas uhi soch raha tha....☺☺☺

Bhavani: arey chodo ye sab, abhi hame ghumne jana hai... virat ab ye sab baate waha jakar karna.. chalo ab sab varna der ho jayegi....☺☺☺

Viru: ji kaku....
Sam: shiva aaj toh ham bahut enjoy karenge....😊😊😊

Mohit: vaise kaku, ham sab kaha ghumne ja rahe hai...ye toh batayie.☺

Bhavani: yaha gadchiroli mein nila jharna karke koi famous jagah hai.. toh ham sab wahi ja rahe hai ghumne ab chalo jaldi se sab tayar ho jao...☺

Kuch samay baad; sab log ghumne ke liye nikal jate hai... ( note: nila jharna aisi koi jagha gadchiroli mein nahi hai real mein. mene bas story ke liye aisa yaha likh diya toh aap log bhi isse hi sach maniye story ke liye... )😎

***********************************
Sab log nile jharne ke waha pahuch jate hai aur waha ke najare dekhte hai, bahut hi khubsurat aur man ko shanti dene wali jagha hai....🤩🤩🤩

Sonali: sachmein vahini ye jagha toh, wakai bahut khubsurat mast beautiful hai... maja aa gaya yaha aakar...😌😌😌😌

Bhavani: isliye toh sabko yaha leke aayi hu... Ashwini mansi shivani chalo ghumo ab... aur enjoy karo sab....☺

( sab log ghum rahe the, par virat pata nahi aise kounse khayalo mein khoya hua tha...😕😕😕wo kuch soch raha tha aur fir khudse kehta hai.... )

Viru: pata wo ladki koun thi? jo mujhe nagpur mein mili thi....☹️🙁🙁
pata nahi koun thi wo jo mujhe function mein takrayi thi... ( nagpur mein )... kher par ek baat toh tay hai ki, mein ab sai se nahi milunga mein usse ab dur rahunga bas.....😮😮😕😥

Samrat: ye shiva, kya soch rahi hai kabse hmmm. ghar pe bhi soch raha tha aur yaha bhi... kya baat hai batana...😕😕😕

Viru: kuch nahi jiva.... Koi baat nahi hai...☺☺☺

Samrat: koi toh baat hai, par tu mujhe apne jiva ko batana nahi chahta q aisa hi hai na...☹️☹️☹️

***********************************
Viru: aisa nahi hai bhai... wo darasal baat ye hai ki..... ( viru ke itna bolte hi ninad waha aa jate hai.... )

Ninad: tum dono ka kuch nahi ho sakta... arey ham sab yaha ghumne aaye hai aur tum dono ho ki baate kar rahe ho... 🤨🤨🤨🤨

Viru: sorry baba... ham toh bas uhi baat kar rahe the...😣😣😣

Ninad: ab ye sab chodo.. aur chalo varna vahini gusaa ho jayegi...☹️🙁

Samrat: thik hai mama, chaliye...chal shiva... aur wo dono chale jate hai.. ( par jiva-shiva ki wo baat adhuri hi reh jati hai.. jo virat karna chahta tha)

In nagpur pakhi ka ghar;
Pakhi: in mind, pata nahi koun tha wo ladka🙁ab usse mein firse mil bhi paungi ya nahi... ☹️☹️😞

Shailesh: pakhi kya hua beta, kaha kho gayi... sab thik toh hai na...🙁🙁

Pakhi: ji baba sab thik hai...☺☺☺

**********************************
Shailesh: toh chalo beta.. jaldi karo hame nikalna hai... tumhare aai ne bhi sab tayari karli hai... ab hame nikalna hoga.. waha jate jate raat ho jayegi.... hmmm☺☺☺

Pakhi apne aai baba ke sath☺☺☺ gadchiroli ke liye nikal jati hai...

( dosto ye sairat ke pyar ki ek kahani hai, toh padhne se pehle judge mat karna.. aur koi bhi lovestory bina twist aaye puri ho aisa ho nahi sakta isliye mein aap sabke liye thoda suspense toh create karungi... )☺☺ aap dhyan se starting se story padhoge toh aapko samajh aayega 😎

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jan 10, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

"Aao sunau pyar ki ek kahani "......😍😍😍😍😍Where stories live. Discover now