Chapter 4 ( Naira get taunted )

1.4K 122 30
                                    

NEXT DAY

Kartik wake up and directly went toward the naira room . On the other side naira get ready and about to went downstairs . She passed through the keerti room . She saw keerti and Manish spend some time together . Naira start remembering her moment with natik .

Naira pov

Kaash papa aapne mujhpe trust kara hota mere pyar pe trust kara hota.  Toh aaj main aapse dur nahi hoti.  No matter what but I will love you par aapne mere pyar ki insult ki hai mere kartik ki insult ki hai woh main tolerate nahi karugi  . Main aapko kabhi maaf nahi karugi .

Pov end

A long tears escaped from naira eyes she immediately wipes it . Suddenly kartik came he saw naira .

Kartik ( worried ) - kya huaa jaan ro kyu rahi ho kisi ne kuch naa ( angrily ) - mr goenka yaa mrs goenka ne kuch kaha  . Mujhe pata hi tha unka sweet baana sab dikhawa tha main abhi jaake unse baat karta hu .

Naira calm him down .

Naira - relax kartik kuch nahi huya hai aur uncle aunty ne kuch nahi kiya hai infact woh toh bahaut acche sab hi bahaut acche abhi thodi der pehele luv kush bhi aaye the unhone mujhe rap sunaya . I love your family sab bahaut acche .

Kartik smile heard that his family accept naira wholeheartedly .

Kartik - accha jaan chalo neeche chalte hai breakfast kar lo phir ham kahi ghumne chalege aur phir mr goenka keh rahe the ki lawyers ke saath meeting hai .

Naira nod and they went downstairs

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT DOWNSTAIRS

Kaira came downstairs suhasni came and naira ki nazar utarne lagi .Naira bend down and take blessings but suhasni stop her and hug her .  Kartik get happy to saw their  bond .

Kartik ( being jealous ) - dadi this is not right saara pyar naira ko pota bahu ke aate hi pote ko bhul gaye .

Suhasni hit him playfully . She hug both of them .

Suhasni - chalo aab aao sab nashta kar lete hai .

Everyone settle down for breakfast on the dinning table . Naira saw  diet food was kept on a table .  Naira feel weired she never eat that type of food in her house

Kartik saw toward naira and understand what's going on in her   mind .

Kartik -: dadi woh ...

Before naira said something Surekha came with kachori and adrak wali chai  .

Surekha ( place the bowl of kachori ) - yelo naira yeh tumhare liye . I know tumhare ghar main yeh salad wagera nahi balki kachori wagera khate hai .

Naira smile and thanked her. All start having their breakfast

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
AT EVENING

Kartik and naira came back from park . Kaira was fighting cutely.  Kaira noticed suhasni sat with her friends . Kaira greet them .

Lady 1 - aare kittu beta kitne time baad dekhe ho bahaut khushi huyi tumhe dekh kar .

One lady saw toward naira .

Lady 2 - aare Tum naira ho naa kaveri ji ki poti .

Suhasni - aap jaante ho naira ko sarla ji

Sarla ji - ji suhasni ji kaveri ji meri bahaut acchi saheli hai aur naira bahaut hi pyari hai aur gayu bhi . Bahaut ache se pala hai munna aur akshara ne . Par maine sunna hai ki akshara ab nahi rahi .

Vimla ji - aaare koyi pyari aur sansakri nahi hai yeh naira . Aapne hi pariwar se lad ke yaha aayi hai aur maine toh yeh bhi sunna hai ki kartik ki gaadi se akshara ka accident huya hai nashe ki halit main .

Naira get sad . She want to cry but control her emotion . Kartik was about to said but naira stop him .

Sarla - yeh tumne accha nahi kiya naira aapne hi maa ke hatiyare ke saath dete huye sharam nahi aayi .

Naira - nahi aunty aisa kuch bhi nahi hai kartik ne

Naira was cut off by suhasni who asked her to go to her room . Kartik also went from there .

- sarla ji - maaf kijiye  suhasni ji  mujhe bolna toh nahi chahiye par aise kaise ek anjaan ladki ko aapne ghar main rakh liye agar iske pariwar walon ne aapke pote ke khilaf shikayat kar di toh . Maana woh aapni marzi se aayi hai par ladki ka mamala hai kuch keh nahi sakte. 

Lady 2  - haa suhasni ji aise ladki ko ghar rakhoge jo aapne pariwar walo ki sahi nahi huyi woh aapki kya hogi  . Main toh keh rahi hu ki Iss ladki ko ghar se bahar nikal do

Now it was enough for suhasni . She get up and shout .

Suhasni ( shout ) - enough khabar daar mere pote yaa hone wali pota bahu ke baare main kuch bhi kaha . Aap logo se jaane ki zaroorat nahi naira kaisi hai aur kaisi nahi . Aur rahi baat Kittu pe accident ke ilzam ki woh abhi taak sabit nahi huaa hai toh jab taak kuch sabit nahi hota tab taak aap chup hi rahe . Aap jaa sakte hai yaha se .

Sarla and vimla get up they saw angrily saw toward suhasni and went from there.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
SCENE SHIFT TO NAIRA

Naira went inside the and room and start crying . Kartik came and console him .

Kartik -  shh jaan chup hojaao unn aunties ki baat maane pe dhyan maat do ham dono hai naa ek dusre ke liye .

Naira ( crying ) - paar meri wajah se dadi ki kitni badnami huyi hai .

Kartik - naira shaant ho jaao tumhari wajhse kuch nahi huaa hai you just sleep and relax yourself .

Naira sleep and Kartik crying silently saw naira like that .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AFTER SOMETIME

Kartik and naira was in guest room . Suddenly staff came and inform him that suhasni is calling them kartik naira went toward downstairs they saw that everyone was present in the hall .

Kartik - kya huaa dadi

Suhasni - kittu main ghuma phira kar nahi bolugi main yeh kehana chahti hu ki bhar walon ke taane sunkar thaak chuki hu yeh ladki aab tumhari girlfriend banke nahi rehene wali .

Kartik - par dadi

Suhasni - meri baat abhi khatam nahi huyi hai yeh ladki tumhari patni bankar rahegi tumhari shaadi hai kal . Maine pandit ji  se baat kar li hai .

Everyone get happy kartik and naira was also happy but their happiness was incomplete .

Next day in temple kaira get married everyone was happy naira also happy but somehow she want a grand wedding but unfortunately this can't happend .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So guys this was the chapter I hope you like it . Maybe this chapter is boring but don't worry real drama will be began from next Chapter .

Precap - kartik meet natik . Natik accuse him

Do vote and inline comments too


Kaira - Our Journey Of Love Where stories live. Discover now