Monu ka past-1

1.8K 91 13
                                    

Note: Mr. & Mrs. Raisinghanya nahi hai vo pune ke liye chale gaye unki koi meeting thi usiliye

Sid: To phele ye batata hu ki monu humare 3 families me only one girl hai aur vo bhi sabse choti to sab use princess bolte hai aur ye walnut uncle bhi bolte the

Safaran, bhabhi, Rhea: Bolte the
matlab?

Sid: Aunty ke death ke baadse bolna band kiya hai

(Note*: Now Other means Safaran and bhabhi and Rhea)

Other: Oh

Sid: Jo walnut uncle ko aap jante ho vo aunty ke death ke phele bhot different the he was the best husband, best dad, best uncle and best in every relation

Aarav: Masi ko sabse jada puri family me uncle hi support karte the army ke liye, mission ke liye

Others: Whaat?

Aarav: Ha, Uncle ne to apne friends ke sath friendship tod di thi jo une masi ke khilap bhadkate the unse, uncle ne to apne mom- dad se bhi jhagda kiya tha masi ke army continuation ke liye
vo delhi chodke Mumbai bhi usiliye aaye the kyuki baki ke family members une masi ko support karne nahi de rahe the

Sid: Uncle aur Aunty 3 years ke liye mere Ghar rukhe the jab vo first time mumbai aye the Kuch nahi tha unke pass aise he jhagad ke aye the vo. mom aur aunty training time se best friend thi na usiliye aur dadiji aur uncle to college friends the mumbai ane ke baad ek clinic establish kiya tha uncle ne aur aunty ko apni training continue karne bola tha vo clinic me 24/7 kaam karte the so that vo aunty ki fees bhar sake unki  shadi ke 2 din baad he aunty ko mission pe jana tha aur aunty to mana bhi nahi kar sakti thi tabhi uncle ne unhe  sabse jyada support kiya tha ki country comes first

Aarav: Late me clear you meri family bhi mumbai me inke sath he Rehti thi vo sab ek joint family ke tara rehte the

Others: kya...?

Sanju: Chirkut teri mom bhi commando thi?

Sid: Yes

Karan: Naam

Sid: Late Dr. Major Saarika Ganju

Others: kya?

Faizi: Are aaj to tum log hume ek se badke ek jhate de rahe ho

Sid: Ha unika beta hu pata hai harkato se nahi lagta par hu😜

Karan: Aarav tum continue karo

Aarav: Yes to vo mission pe gaye vo bhi 6 months ke liye  mom, maasi, aunty aur unke friends apne family se contact bhi nahi kiya tha sab ki family tense thi par uncle humesha aise bolte the ki meri jhaasi ki raani hai vo khudko kuch hone nahi degi aur naahi apne friends ko  kuch hone degi jab masi aur sab vapas aaye the tab sab ne milkar humare Delhi vale farmhouse me celebrate bhi kiya tha

Monu: Uske baad jab bhi mom aur unki team mission successful karke ate the sab log  milke farmhouse me celebrate karte the

Aarav: Every things was very nice phir one year ke baad pata chala ki maasi pregnant hai vo bhot khush thi centre of attraction and protection of all family members phir humare family ki jaan aai humare family me monu she was the most pampered member of our family was  she was princess

Sid to karan: Aap bolte the na ise ki ye Paapa ki pari hai vo tab sachme  Paapa ki pari thi agar kisine use rulaya to uski band puri family milke baja te thi

Aarav: Par monu Bachpan me i.e 1 year ki hone tak bohot weak thi like har 3-4 weeks ke baad bimar padti thi to sab uske liye aur protective ban gaye aur isi bich masi ke team ko naya mission aya tha tabhi me 4 years ka, Sid 2 years ka aur monu 6 months ki thi tabhi phirse masi ko samaj nahi raha tha ki kya kare mission ko na bol nahi sakte aur monu ko bimar chodke jaa nahi sakti thi. mom, aunty sabne une bola tha department ko request karne ko par uncle ne bola tabhi ki vo monu ko sambalege aur maasi ko mission pe jane ke liye manaya bhi jab maasi phirse mission pe gayi tabi ye vala mission 2 years ka tha nearly aur monu ke liye uncle ne clinic 1 year ke liye band rakha tha uss time pe uncle hi monu, mera aur sid ka dyaan rakte the phir 1year baad unone clinic vapas start kiya tha

Other: Uncle itne supportive the?

Aarav: Ha

Sid: Hum sabke parents me sabse best aur understanding couple the vo jitna ek dusre se pyaar karte the utne he laadte the

Monu: Muma paapa ko akdu Mahajan bolte the aur paapa mom ko Jhaasi ki Rani bolte the meri family best thi tab
uss mission ke baad bhi celebration kiya phir aaru bhai ki family pune ke liye shift ho gaye humesha ke liye

Faizi to karan: (slowly) Janab in Mohtarma ke ammi- abbu hume tum dono jaise he lag rahe

Karan:(slowly) vo kaise🤨

Faizi: Janab aap mohtarma ko Rani saheba bolte ho unke Abbu unke aami ko Jhaasi ki Rani bolte the aur mohtarma aapko khadoos Shergill bulati hai aur inke aami inke abuu ko Akdu Mahajan bolte the
Kitni similarly hai dekho aap dono me

Karan: Tu phirse shuru hogaya na

Faizi: Nahi janab hum to fact bata rahe the

Karan: Tu apna mu band rakh😬😬 Siddharth tum continue karo

Sid: Tab me aur monu bhot udaas the tabi humare mood bhi uplift uncle ne he kiya tha

Monu: par bolte hai na ki khushiya jaada dino tak nahi tik ti mom aur aunty ko dusre team me merj kiya par unke  friendship nahi tooti vo mile nahi ek dusre se par contact me the par jab me 7 years ki thi tabi shayad unke friends ki death hui matlab vo Shaheed hogaye  phir unke family se contact bhi tuta. mom ne bhot try kiya par security reasons ke vaje se nahi mila  phir mom aur aunty jab me 15 years ki hui tab ek mission me gayi maasi uske phele vale  mission pe enjured hui thi to vo nahi ja paayi thi par uss vakt mom ko jana compulsion nahi the vo bakiyo ko bhi bhej sakte the but paapa ne jabardasti mom ko bheja ki tum jao mujhe aur sid papa aur uncle sambalege jaise humesha sambhalte the vaise

Sid: Par uss mission ke baad mom aur aunty dono vaapas aae he nahi ek bomb blast ho gaya vaha pe aur dono Shaheed hue😭😭😭

Monu: Vo mission pe Shaheed hoke hume chodke chale gaye par unke saath paapa bhi chale gaye😭😭

************************************
That's it for today
Thank you 😊
Take care

Thoda Thoda Pyaar Hua Tumse (Moran)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें