Feel My Love

1K 103 14
                                    


V - uss bajinkya kho bulane ki kya zaroorat thi sai 

S - Virat sir woh Ajinkya hai aur usse maine nhi bhulaya hai woh log khud aaye hai mera birthday celebrate karne 

V - kyu aaye tumhara birthday celebrate karne itne raat kho woh ghar mai .

S - tho kya hua woh mere friends hai aur jab woh log aahi gaye the tho mai kya unhe dakhe mar ke nikal thi .

V - bhajinkya ...(interrupted by sai)

S - mujhe lagta appko kal hospital lejana pade ga 

V - kya ....😐😐

 S - areee app ajinkya kho bajinkya bajinkya karrahe ho apki yadast kamzor hogayi hai na issliye .

V - ohhhh hello main bilkul thik hu samjhi tum . 

S - ha ha app thik ho aur abb yeh yadasht kamzor hona ha normal hai tho hospital Jane ki zarurat nhi hai 

V - abb .... Normalllll kya kehna chahti ho tum (Annoyed)

She made him sit infront of the mirror

S - abb apne app kho mirror mai acche se observe kijijiye 

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

S - abb apne app kho mirror mai acche se observe kijijiye 

Virat was staring at her confused . 

S - areee kijiye na 

Virat observed himself 

V - kya hai kuch bhi tho nhai hai 

S - arrey yeh dekhiye ek aur bimaar abb yadasht ke saath aakhe bhi kamzor hogayi hai . 

V - tum sidhe point pe auna kya bol rahi ho 

S - thike dekhiye yeh dekhiye safaid baal 

He saw his hairs . He got up from the chair . 

V - ha tho safaid bal hi tho hai ussmai kya hua normal hai 🙄🙄

S - ha ha iss Umar mai normal hi hai . 

V - isss Umar mai matlab 

S - mera matlab app budhe hogay hai safaid bal yadasht kamzor .......(Virat interrupted)

V - mai abhi bohat young hu samjhi aur budha hoga woh tumhara bhajinkya.

S - arreee Virat zyada gussa mat kariye BP badh jaiyegi .

V - sai tum bas Karo yeh bakwaas . 

S - thik hai chaliye so jaate hai . 

Virat stopped her by holding her arm . 

S - abb kya hai 

V - tum ne bataya nhi ki bhajinkya kho address kaise pata chala .

S - Virat sir woh mere friends hai unhe mera address pata hi hoga na .

SaiRat storiesWhere stories live. Discover now