broken 💔

899 81 9
                                    

Rakhi - Karan mujhe tujhse kuch baat karni hai

Karan - ha mom bo..boliye

Rakhi - dekh Karan tu janta hai pichle Dino bohot kuch aisa hua hai jo nahi hona chahiye tha , mein aur sarla ji chahte hai ki jabtak preeta iss ghar mein hai tabtak tu uske saamne bhi nhi jayega nahi usse baat karne ki koshish karega
Dekh beta mei janti hu ki tujhe usse baat karni hai par mein nhi chahti ki use pichla kuch yaad dilaye jo tune uske Kiya
Isilite tu nhi bole......

Karan (lookingdown) - ek minute mom , y...yeh aap kya ke..hh rahi hai , man..manta hu galti hu hai mujhse par itni bhi badi gal....galti nhi hui , meine bas us....uspar bha...bharosa nhi kiya isme konsi badi baat hai bas do...dost thi meri , aur rahi shaadi ki ba...baat to mene voh usse badla lene ke galatfehmi mein ki , to mein u...use di...divorce de du..dunga , aur ha aap tension mat le me...mein uske saamne bhi nhi jaunga

And he left from there

Rakhi (in mind) - tu kuch bhi bol Karan par mein janti hu tu pyaar karta hai usse , par tune mujhe is situation mein khada Kiya hai ki main kuch kar bhi nhi sakti
Kyu Kiya Karan tune uske saath aisa

She sighed sadly and left from there

Screen shifts to the guest room
Kritika and preeta was sitting there

Kritika - bhabhi aap plzz thodi der ke liye araam kijiye , varna fir bimaar padjaoge

Preeta - lekin kritika

Just then rakhi came there

Rakhi - lekin vekin kuch nhi pehle tu ye khichdi khayegi aur fir thodi Der aaram karegi

Preeta - par mujhe bi...bilkul bhuk nhi hai

Rakhi - dekh kritika kesi kr rahi hai ye
Ek Maa apni beti ke liye khana layi hai aur khud use apne haatho se khilana chahti hai aur ye hai ki (fakely) rehne de mein ise Vapas rakh deti hu

She was acting to go when she heard kritika

Kritika - are bhabhi aap ro kyu rahi hai

Rakhi came to her and sat beside her

Rakhi - preeta puttar are mein toh aise hi bol rahi thi , tu plzz ro mat
Me...mein to ba.....

But she hugged rakhi cryingly
Rakhi hugged her back and gestured kritika to go and close the door
Kritika went from there closing the door

Rakhi - preeta bol mujhe kya hua tujhe ha Bata puttar apni Maa ko
Kyu apne keemti aansu Baha rahi hai
Ha

Preeta (sobbing) - rakhi Maa aap ki...kitni achi hai , aap mujhe bilkul apne Maa ke jaisa pyaar krti hai
Par rakhi Maa aapne mujhe ya....yaha kyu rehne ke liye Bola
Mein apne ghar chali jaati
Fir aapne

Rakhi - tune toh ek hi pal mein is ghar ko paraya kardiya puttar , kya ye ghar Tera nhi hai , kya mein aur Mahesh ji tere ma papa nhi hai , humne tujhe kabhi sameer , rishabh aur Karan se Kam bhi samjha puttar , aur Pata hai humne tujhe yaha kyu laya (She nodded in no) kyuki mujhe tere pas rehna tha , teri dekhbal apne haathon se karni thi aur Mahesh ji ko bhi toh meri jarurat hai na (She nodded)
Rahegi puttar mere sath , aur agar tujhe Karan se problem hai to uski Fikar krne ki jarurat nhi meine use keh diya hai ki tere saamne na aaye
(Tears were flowingfrom her eyes constantly)
Bol rahegi na yaha apne rakhi Maa ke pass
(She nodded )

Both hugged each other
While all the time Karan was keeping watch on her from the window And was in tears listening to them but also happy seeing their bond
Rakhi went from there telling preeta to rest
Preeta being tired slept
When Karan saw that she was fast asleep he went inside and sat beside her

don't leave Me , I will die 💔Where stories live. Discover now