Anth ya shuruaat

827 32 4
                                    

" 'Apne aisa kyu kiya Anubhav ', log apke desh bhakti ki misaale dete the aur aapne gaddari ki desh se " said haseena in disgust

"Haseenaji ye karna hamari majboori thi aur log hame kya kahe isse jyada zaroori hamare liye hamare apne kya kahe wo hai per usse bhi hum apne desh keliye kya kare wo zaruri hai "

Anubhav thought in his mind , but all he said was
, iss desh ne kya Diya hai hame ulta humse Cheena hai bohot kuch ,he said but the each words he was saying breaking his heart into pieces

"Aap asa karsakte hai humne kabhi sapne mein bhi nahi socha tha "haseena said in disbelief

" Apne sahi socha tha pran rehte hum kabhi aisa nhai karte " he thought in his mind but the words came out was "aisa bohot kuch hua hai ya hoga jo apne sapne mein bhi nahi socha hoga haseena mallik"

"Aapne apne desh se gaddari ki hai apne hame dhoka diya hai humsabko dhoka diya hai aap gaddar hai dhokebaaz hai Anubhav " haseena said in full rage and anger and hatred for Anubhav

" Haseenaji, apko humse itni nafrat aap hame pehchan kyu nahi parahi " his heart said and tears formed in his eyes he couldn't believe what he heart and didn't say anything

"Apne accha nahi kiya Anubhav iski saza apko milegi apne aisa kyu kiya , ek minute ye sab ye sab kuch ek natak tha jabse aye hai sabkuch natak tha wo pyar wo biswas sab " she said trying to figure out

"Iss desh ki seva karke kya mila hai hame hamare pariwar ko sirf dard ke hamare pitaji jinhone akhri saas tak apne desh keliye lade aur akhir kar ek doshi thehraya gaya unko unke maut ke baad bhi zillat hoti gayi akhir mein humne humne unke sacche hone ka saboot diya iss desh ne humse hamare pita ka saya Cheena hai humse hamare apne cheene hai aur ye sab natak tha ha natak tha kuch sacchai nahi thi per inme kuch sach tha to wo tha hamara apke liye pyar " he said loudly but tears gave up and started flowing his eyes his hand was shivering while remembering his father "per phir bhi ye desh hame sabse jyada azeez hai jab hum paida huye apne pita aur mata ke pyar se bhi pehle humne apne desh se pyar kiya hamne apne pita aur mata se bhi jyada pyar apne desh se kiya isiliye pitashree ke jane ke baad bhi unke iccha Ke wajahse humne apna desh chuna harr baar aur age bhi chunenge " his heart cried out

"Apko apki galatiyo ki saza milegi Anubhav singh aur wo saza hum denge haseena mallik " she said showing the gun to As in rage in her eyes there is no trust no love only hatred for him

" Aap humse aaj itni nafrat karne lag gayi haseenaji ye aabhi hua hai ya kabhi apne humse prem kiya hi nahi itni baar humne apko sach batana chaha ya itne saboot diye per aap wo kuch samajh nhi payi " his mind started throwing questions on his love
"Haseena mallik tum hame maarogi hame (he laughed ) janti ho na hum kon hai Anubhav singh tumhara pyar tumhari Jaan aur apne hatho se apni jaan kaise lesakti ho tum , tum jazbaati ho jazbaat se kam lo " he said making her lost in her thoughts even he went to flashbacks

" Apne imaan ko bechkar jeeya to kya jeeya Anubhav apne chand paiso keliye hamare desh ke suraksha ke sath khela apne desh ko dhoka diya apne behen ko tak apki saza jazbaat nahi maut hai Anubhav maut nafrat hai hame apse aur khudse ki humne apse mohabbat ki "

Haseenaji ekbar aap sach janne ka koshis jarur kijiyega hum jante hau apne liye bohot nafrat ghol diya hai na chahte huye bhi ab hamari zindagi jeene ki iccha aur Shakti dono khatam hogai hai ab hum jana chahte hai yaha se apne pitashree ke pass aur jo kam adhura rehgaya hai wo , wo pura kardegi (he smiled and waited for the gun shot )

ks came running and saw this

Ks : bhaiyaa, ye ka Kiya tumne hamare bhaiya pe bandook taan di himmat kaise hua tumhara haa (she s8ad in anger)

Anubhav ka nazariya Where stories live. Discover now