MORAN KI KAHANI

1K 61 140
                                    

MORAN KI KAHANI
AKSHRA KI JUBANI

***

Ek tha Raja ek thi rani
Dono mar gaye khatam kahani !!!

Nhi ye moran ka andaaj nhi hai ....

Pehle hui takrar
Fir hui jung ki shuruat

Kismat ne tha khel khela tabhi to aa mile dono

Dono the ziddi
Ladke ke saamne ladki ban jaati thi piddi

Ek din hua jung ka Alan
Ladke ne fenka saara table ka saaman

Hua jung ka Alan
Ladki ne bhi khaye sabke kaan

Hui jab jung shuru
Hil gyi sabki ruh

Nhi ki inhone bAat kyunki
Thi vo Andheri raat

Gussa tha itna ki nhi suni baat
Tabhi ladki ki zindagi pe aai aanch

Pyaar ka bhi ho gya ehsaas
Bas ab tha shi samay ka intezaar

Shi samay bhi aaya
Par ladke ne tha pyaar thukraya

Ladki ka tha dil toota
Ye dekh ladka khud se rootha

Ladki ne apnaya ek raasta
Kyunki pyaar ka tha ye vaasta

Chaldi vo raah par akeli
Na tha koi dost na saheli

Jab vo vaapis aai
Ladke ki dhadkan bhi aai

KYA YHIN BAJI PYAAR KI SHEHNAI ?!!

Nya tha vo saal ladke ne byaan kiya apne dil ka haal

Tab aaya Aneesh
Jisne kiye kaam neech
Or ban gya ham sab ke liye leech

PAR KYA YE PYAAR PURA HOLE BHI ADHURA THA?HAAN SHAYAD!!!

Aneesh ne tha bure kaamo mai membership karvaya
Tabhi to hamesha MoRan ko ladvaya

Pyaar tha thoda kamjor
Par villains ne socha nhi hai is pyaar ki koi baag dor

Ye thi villians ki sabse badi bhul
Kyunki MoRan ne kar liya tha is pyaar ko kubul

Dekhte reh gaye sab
Jab ladka ladki ne jataya ek dusre pe apna hak

Aneesh ko fenka bhaar
Fir bhi dusht na maana apni haar

Balli ko karan banaya
Kyunki vo tha uska kaam
Balli ko milta iska Paisa
Jo tha daaru or aish prashti ke naam

Ek din jaan gai monami balli ki sachai
Fir monami ne balli ki hadiyan tudvayi

Hadiyan tut te hi dard bahar aaya
Saath hi chaaru , dhanu or karan ka pta bhaar laaya

Pta chlte hi sab gye use bchane
Par God g bro ko khel the alag rachane

Karan ki zindagi chin
Unhe na aaya chain
To bheje naye villians with unke faltu plan

Monami ka dard tha sacha
Par kisi ko btati to mission reh jaata kacha

Mission ko tha pura Krna
Tabhi chup chup ke kiya Rona dhona

Mission to kiya usne pura
Par karan ke bina uska jeevan tha adhura

Usne khoye apne haal
Jab aaya use karan ka roop yaad behal

Haal-E-Dil kese byaan krti
Jab apne pyaar ko deni thi aakhri salami ...aakhri salami ....aakhri salami

ISHQ KI THI YE MAJBOORI
SAARI KHUSHIYAN REH GYI ADHURI!!

***

Congratulations zdmn and MoRan fd ...today our zdmn completed 200 happisodes

So I thought kch special ho jaaye ..
Aaj exam hai fir bhi tum sab ke liye subha subha ek choti si treat meri trf se ...
Party nhi kr skte na

And ya I know isme kai lines aisi hai jo rhyme nhi kr rhi ....

Even mujhe nhi pta mne kya likha par likha 😌

****
















Ok bye 🤌🏻😌


Moran Os/ TsBookWhere stories live. Discover now