Good morning 💕
Let's start the story without any chik chik
~~~~~~~ ~~~~~~~ ~~~~~~~ ~~~~~~~
Sid : pta nhi kaha gyi ho gi monu ek kaam karta hu Karan sir ko call karta hu 😭
* He call Karan
Karan : hello..... 😊
Sid : hiii Karan sir.... Mujhe aap se kuch kehna hai 🥺
Karan : kya hua ? Or teri aawaj rone waali kyu ho rhi hai tu ro raha hai kya
Sid : haaaa 😭
Karan : kya hua
Sid : wo hua .....................................
Karan : kya.... ????????????? 🥺
Sid : haaa or abhi wo mil nhi rhi hai
Karan : tu phone rakh mai abhi waha aata hu
Param : kya hua chote
Karan : 🥺😰
Sanjana : haa sir ji aap tension mein kyu ho or Sidharth kyu ro raha tha
Faizi : janab ji kya hua bolo to shi
Karan : woo monami khi mil nhi rhi hai
All : kya ???
Karan : haa
Param : to aab yaha khada khada kya kar raha hai aab jaldi chal
Sanjana : haa sir ji 😰
" Everyone goes to the park where monami was kidnapped
Karan : Sidharth...
* Sid hugs Karan and crying
Karan : Sidharth shaant ho jaa jald hi monami mil jaayegi
Sid : ye sab meri wajah se hua hai monu meri wajah se gayab hui hai
Sanjana : Sidharth issme tumhaari koi galti na hai
Param : iss time rone ka nhi monami ko dhundo
Faizi : haaaaa
" Everyone starts searching for monami but they can't find her
Sid : aap mein se kisi ko monu mili
All : nhi....
Sid : Karan sir kaha hai
Karan : mai yaha hu
* All runs away and goes to karan's near
Sid : aapko monu mili
Karan : nhi.... But uska ye mila hai
YOU ARE READING
MoRan love' eachother 💞
FanfictionHeyy If you wanted to read this book from chapter 1 to 17 then you can read on YouTube #MoRanFFbypriya ❤️ Thanks for reading ❤️