Chapter - 5

1K 91 42
                                    

RR - saree ka dukan tum itna kya soch raha hai

P - ab the raghav rao ko saza dene ka mauka mila hai toh itna toh soch hi padega na aage phir ye mauka mile ya na mile

RR - Saree ka dukan tum mere saath aisa kaise kar sakta hai 😔

P - are ghamandi rao abhi toh maine kuch kiya bhi nahi hai

RR - par tumhara sakal dekhkar mere ko kuch garbar lag raha hai

P - Ghamandi rao abhi mujhe aaram se sochne do pareshan mat karo

RR - saree ka dukan tum mere saath aisa nako karo mai sorry aur thank you ek saath bol dega tumko tum toh mere se hamesha toh ya sorry sunna chahta hai ya toh thank you

P - o ghamandi rao apna sorry aur thank you apne pass rakho aur jada bhola mat bano tumko toh mai aisi saja dungi ki tum puri life time mujhe yaad rakhoge

RR - saree ka dukan 😔

P - nhi ghamandi rao chahe tum kitna bhi cute face banalo par is baar tumko maphi nhi saza hi milegi

RR 🤔 - lagta hai saree ka dukan mere sare kiye ki saza ek hi saath de dega raghav rao tumhare pass bachne ka koi rasta nahi hai aaj toh tu gaya

P - ghamandi rao tum itni der se kya soch rahe ho agar bachane ke baare me soch rahe ho toh bhool jao aur tumhare pass jo itna chota sa dimag hai na usko jada pareshan mat karo nhi toh wo bhi gayab ho jayega

RR - nahi saree ka dukan Mai aisa kyu sochega mai toh ye soch raha tha ki tum jo bolega mai wo manlega bina kuch bole

P - thank you ghamandi rao mujhe itna accha idea dene ke liye mai toh aisa soch bhi nahi sakti thi

RR - saree ka dukan lagata hai tum pagal ho gaya hai mere ko saza dene ke liye nhi toh aisi baate kyu karta mai tumko kab aur kya idea diya jo tumko itna pasand aa gaya

P - are abhi toh tumne bola na ki tum meri saari baat manoge

RR - ha toh

P - ha toh tumhari saza yahi hai ki ab se jo mai bolungi wo tumko karna padega agle 24 ghante tak

RR - ye kya baat hua saree ka dukan

P - tumhare liye yahi sahi hai ab dekhna mai tumko kaise apni ungliyon par nachati hu

RR - ye galat hai saree ka dukan mai raghav rao hai

P - ha wo kal se aaj ke liye mai tumhari boss hu aur ha ab mujhe sochne do ki mai tumse kya - kya karwau

RR 🤔 - lagta hai ye pagal ho gaya hai ab pta nahi ye mere se kya - kya karwayega

Pallavi think something and smile

RR - dekho saree ka dukan tum aise smile mat karo mere ko daar lag raha hai

P - achha raghav rao ko daar bhi lagta hai wo bhi ek ladki se

RR - saree ka dukan tum apne aap ko ladki samjhta tum toh aunty jaisa.....

P - kya bole tum

RR - kuch nahi maine kuch bola kya?

P - ghamandi rao tumhe toh mai abhi batati hu chalo ab 50 baar sorry bolo kaan pakad kar

RR - saree ka dukan mai ek baar sorry nhi bolta aur tum 50 baar bol raha hai sapna dekh raha hai kya

P - 100 baar

RR - kya 😲

P - 200 baar aur agar is baar tumne kuch bola na toh kaan pakadne ke saath - saath uthana baithna....

Before she finished her words he starts his counting

RR - sorry saree ka dukan 1 , sorry saree ka dukan 2 .................... sorry saree ka dukan 200

 sorry saree ka dukan 200

Ups! Tento obrázek porušuje naše pokyny k obsahu. Před publikováním ho, prosím, buď odstraň, nebo nahraď jiným.

Ab khush saree ka dukan

P - ha bahut ab chalo mujhe yaha saari raat khada nhi rahna hai follow me

RR 🤔 - ye mere ko aisa kyu lag raha hai ki ye mere ko bibi ki tarah order de raha hai

In deshmukh's house

Sharda gets a abortion receipt

Sh - ye abortion rashid kiski hai is par toh ms desmukh likha hai par hamare ghar me aisa kaam kaun kar sakta hai kahi amruta

Sulochana sees Sharda upset and asks

Su - kya hua vayni aap itni pareshan kyu hai aur ye apke me kaisi rashid hai

Sh - kuch saman ka hai tu ja apna kaam kar

Su 🤔 - kuch toh garbar hai nhi to ye is rashid ko dekhkar itni pareshan nhi hoti

Sulochana snatches the abortion Rashid from Sharda's hand

Su - ye toh abortion rashid hai vayni ms desmukh matlab ye pallavi ka hai

Sh - ye kya bol rahi ho sulochana bolne se pahle sochti nahi ho kya meri pallavi aisi nhi hai

Su - matlab aap kahna kya chahti hai ki ye Mansi ya Amruta ka hai

Sh - ha mujhe lagta hai ki ye amruta ka ho sakta hai

Su - vayni aap badi hai toh aap kuch bhi bolengi

Vijay listen everything and speaks

V - tum dono ne ye kya mehmano ke samane natak laga rakha hai hum is baare me kal baat karenge abhi jao apna - apna kaam karo

They all left but sulochana thinks

Su🤔 - is baat ko mai ab itni asani se nahi jaane dungi dada ab toh wahi hoga jo mai chahti hu

Jaya listen everything and leaves with anger

TBC......

Please ignore my mistakes and thank you all for the love ❤️

                                                             ❤️🍉

The Journey From Hate To Love Kde žijí příběhy. Začni objevovat