rakshit and jiya

360 48 35
                                    

Drishti doing her work with honesty.. mahi and rakshit also busy in their project...

Mahi:- me bahar ja rahi hu... late hoga aane me.. bye..

Rakshit:- bye..


In lunch time..

Rakshit:- drishti chalo lunch karte he..

Drishti:- abhi nai sir.. ek file complete kar du fir..

Rakshit drag her forcefully her in his cabin..

Rakshit:- kaam to hota rahega pehle lunch..

Drishti:- okk..

Both start their lunch..

Rakshit:- wow yaar tum to bahut accha khana banati ho..

Drishti:- aapko accha laga?

Rakshit:- bahut..

Drishti smile..

Rakshit:- drishtiii..

Drishti:- hmm..

Rakshit:- kal  bhi tum hi banana... pl..

Drishti:- are ghar maids kto rakhi he.. mujhe sirf mera kaam karne dijiye..

Rakshit:- bad mimics..

Drishti laugh..

Drishti:-  bana dungi... and thanks aapko pasand aaya..

Rakshit:- mujhe to tumhari sari cheezen pasand he..

Drishti hesitant..

Drishti:- mera ho gaya me chalti hu..

Drishti about to go when..

Rakshit:- vaise baat ko bich me chod kar bhagna acchi baat nai he.. ms pa..

Drishti smile and went from there...

Days passed...

Drikshit came closed to each orher.. mahi and rakshit friendship became more strong...


In home..

Rakshit in mind:- kuch dino se jiya bahut chup chup ho gayi he.. kya baat he..

Rakshit took jiya with him for icecream...

Rakshit:- jiya college  me sab kaisa chal raha he..

Jiya:- accha he sab jiju..

Rakshit:- but  jiya....ab apne jiju se baaten chupane lagi he..

Jiya:-  na..nai to jiju..

Rakshit:- sach bolo.. promise tumhari dii ko nai bataunga.. it will be  our secret..

Jiya crying badly hugging rakshit.. and said everything... rakshit shocked badly..

Rakshit:- tumhe mujhe ya tumhari dii ko kyo nai bola..

Jiya:- kitne time k baad dii khush he.. me unhe pareshan nai karna chahti thi... wo bahut darr jati he mujhe lekar..

Rakshit:- hum kal ho college jayenge.. thik he..

Jiya: but jiju..

Rakshit:- me hu na tumhare saath sab thik higa.. okk..

Jiya:- thanks jiju..

Next day..

Rakshit:- drishti.. tum our mahi alag car me chali jao.. mujhe jiya k saath college jana he..

Drishti worried..

Drishti:- kya Hua sab thik he na..

Rakshit:- haa sab thik he.. uski growth k bare me principle ko ek baar our bol du ki wo personally us par dhyan de..

 Decision (drikshit)✔Where stories live. Discover now