Chapter-1

1.2K 59 5
                                    

Vijay Nagar
A beautiful city . Every one is so happy in there. The king veer Pratap Singh of this city is very nice and humble person.

King veer Pratap Singh Today is very special day for Vijay Nagar because today is the birthday of their princess

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

King veer Pratap Singh

Today is very special day for Vijay Nagar because today is the birthday of their princess .

In palace
Every one doing Puja in Puja ghar. After finish the puja . Queen Gayatri give them to prasad . Then one girl come touch his feet .
Gayatri - Janmdin ki  bahut bahut badhai ho Akshara .

Gayatri - Janmdin ki  bahut bahut badhai ho Akshara

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Maharani Gayatri

Akshara - Dhanywaad maa .

Akshara - Dhanywaad maa

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Princess Akshara

Then she touch his father feet .
Veer - Bhagwan apko har khushi de.
Akshra - dhanywaad pitaji .

Then she go to his brother and sisters.
Kairav - janmdin bahut bahut mubarak ho.

Prince kairav Aarohi - janmdin mubarak ho akshu

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Prince kairav
Aarohi - janmdin mubarak ho akshu .

Prince kairav Aarohi - janmdin mubarak ho akshu

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Princess Aarohi

Princess Anahita ( Daughter of kings brother but he is dead so she lives with them )

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Princess Anahita
( Daughter of kings brother but he is dead so she lives with them )

Anahita - didi bhagwan ji apki sari ichhayen puri kare .
Akshra - hamare paas itna pyara pariwar hai humein aur kuch nhi chahiye .
Listen this every one is smile .
Gayatri - Acha chaliye sab log nasta karte hai.
Listen this every one leave for there only veer is standing there.

Senapati Maan Singh come there and ask him.
Maan - kya soch rahe hai maharaj
Veer - kuch nhi dekhiye na aaj hamare paas sab kuch hai . Itne pyare bacche itna bada rajya phir bhi hum khush nhi hai kyunki hamare paas hamari beti nhi hai aur iske jimmedar bhi hum hi hai.
Maan - nahi maharaj aisa nhi hai jo hua usme aap ki koi galati nhi thi wo sirf ek hadsa tha .
Veer - aur uski wajah se aaj hamari beti hamare sath nhi hai. Sirf ek saal ki thi woh .Pata nhi kaha hogi kis haal main hogi . Jinda bhi hogi ya nahi.
Maan - aisa mat kahiye maharaj wo jaha bhi hongi bilkul sahi salamat hogi aur bhagwan ne chaha to bahut jaldi humein milegi .
Listen this veer smile a little .

Somewhere a little village is shown . A girl come out a small house . Seeing her some children's come to her .
Kid - Nandini didi aap a gyi humein kab se bhuk lagi hai.

Kid - Nandini didi aap a gyi humein kab se bhuk lagi hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Nandini

Nandini - aap chinta mat kijiye hum abhi aap sab ke liye khana banate hain tab tak jaiye dekhiye aapke veer bhaiya kaha hai.
Kid - veer bhaiya kaha honge ye humein kaise pata hoga . Wo ek jagah thodi na rehte hai.
Listen this Nandini smile.
Nandini - baat to sahi hai aapki .
Then a boy come there.
Veer - matlab main yaha nhi hoon to mere peeche meri burai ho rahi hai.
Kid - aap hai hi isi layak .

Kid - aap hai hi isi layak

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Veer

Listen this childrens is laugh and veer make a pout .

Nandini - acha chalo pehle khana kha lete hai.
Then everyone sit in mat and nandini feed food to them .
After lunch the kids leave for there.
Nandini - veer jis kaam ke liye gye the wo hua .
Veer - nhi didi maine bahut koshish ki lekin kuch nhi hua .
Nandini - humein jaldi hi kuch karna hoga warna hamara ghar hamare hath se chala jayega .
Veer - humne apni taraf se puri koshish kar li ab to koi chamatkar hi hamari madad kar sakta hai .
Nandini - Tum chinta mat karo veer tumhe yaad hai pita ji kaha karte the ki jab sare raste band ho jate hai to bhagwan hamare liye ek Naya rasta bana dete hai . Tum dekhna sab theek ho jayega .




Ankhon ki Gustakhiyan Where stories live. Discover now