Chapter-3

433 60 8
                                    

Nandini immediately come back to his home and close the door.
Nandini - ye kya hua abhi abhi. Kya sach main woh yuvraj the.  Woh hamare itne kareeb the . Hamare dil ki dhadkane to kabu se bahar ho gayi thi. Shant nandini shant .
Saying that she close his eyes and calm down herself.

Manik also go back to his palace but he think about nandini. Manik father see and stop him.
MF - Manik humein apse baat karni hai.
Manik - ji pitaji kahiye na
MF - Manik hum chahte hai aap Vijay Nagar jaye .
Manik - Vijay Nagar lekin kyu .
MF - Manik hum chahte hai ki apka vivah maharaj veer Pratap Singh ki putri se ho isliye aap unse mile jakar .
Manik - lekin pitaji vivah aise achank .
MF - achanak nhi hai Manik aap kuch samay main Raja ban jaenge isliye hum chahte hai ki aapka vivah ho jaye .
Manik - ji pitaji hum chale jayenge.
Listen this Manik father leave for there.

Next day Akshara , aarohi and Anahita sit in garden and talk to each other.
Suddenly some one come there .
Anahita - are Abhimanyu ji aap aa gye . Kaisa rha apka safar.
Abhi - bahut acha Rajkumari ji .
Abhi talk to Anahita but see only Akshara and akshra also see him.
Anahita - waise Neil bhaiya kaha hai .
Abhi - use thoda sa kaam hai wo kuch din baad wapas aayega .
Arohi - acha hai kuch din aur uski bakwas sunne ko nahi milegi .
Akshra - aarohi aap humesha aise kyu kehti hai . Neil bahut acha hai .
Arohi - ha kyun nahi chamgadar kahi ka .
Abhi - main chalta hoon mujhe maharaj se milna hai .
Saying that abhi leave for there. Akshara also leave for there for some work.
Anahita - Aarohi didi ye dono ek dusre ko kitna pasand karte hai phir kuch kehte kyu nahi hai .
Aarohi - kyunki dono bewkuf hai .
Anahita - apko nahi lagta humein kuch karna chahiye.
Arohi - karna to chahiye . Ek baar wo chamgadar waps aa jae phir kuch karte hai .
Anahita - Aarohi didi aap bhi azeeb ho jab Neil bhaiya yaha nahi to aap unhe yaad kar rhe ho aur jab hote hai to unse ladti ho .
Aarohi - yaad aur us chamgadar ko mere itne bure din nahi aaye hai .
Saying that aarohi leave for there and Anahita smile .

Next day Manik come to Vijay Nagar. Maharaj and maharani welcome him.
Maharaj did not said to his kids that Manik come to meet Akshara for marriage.
Maharaj meet Manik to kairav , akshra , aarohi and Anahita.
Manik see they wear a pandant .
Manik - Main ek sawal puch sakta hoon.
King - ha puchiye na .
Manik - Aap sab ke gale mein ek jaisi mala hai kya hai yeh .
King - ye hamare pariwar ki khash mala hai hamare har bacche ke paas hai .
Manik - kya bahar ke log bhi ise pehen sakte hai .
King - nahi hum khash ise sirf apne pariwar walo ke liye banate hai .
Manik - To phir ye mala us ladki ke paas kaise thi .
King - ladki kaun ladki .
Manik - kuch din pehle hum ek ladki se mile the uske gale mein bhi aisi hi mala thi. Humne ye mala aap sab ke gale main dekhi isliye puch liya .
Listen this king think that she is his daughter.
King - wo ladki kaha hai .
Manik - Sujan garh se lag ke ek chota sa gav hai wahi .
Gayatri - ho sakta hai wo hamari beti ho.
King - phir to hum usse zaroor milenge .

Ankhon ki Gustakhiyan Where stories live. Discover now