part-9

646 79 19
                                    

The next day sid went to his mafia place by his jeep.  

Sid's outfit

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Sid's outfit.

Sid reached the place. It was a quite place out of the city and surrounded by many guards. All the gurads bowed their head down seeing him and he went inside. An old man of 60 years old was sitting on his royal chair. Sid came to him and bend down
and touched his feet.

Sid- pranam dada.
( Yes,the man was raghuveer choudhary)

Raghu- agaya Mera tiger !

Sid- ha dada ap se kuch america wale mafia related bat karni thi.

Raghu- ha bol sid kya bat hai.

Sid- dada hamne jo deal unke sath final ki thi ab wo usse mukar rahe hai . Maine unhe bohot samjhane ki koshish ki par wo nahi man rahe.

Raghu- ( smirked )tujhe to pata hai sid aage kya karna hai jab lato ke bhoot bato se nahi mante. 

Sid- mai janta hu dada kya karna hai bat mai koi kam apke ijazat bina nahi karta 

Raghu- mujhe tum par bharosa hai sid . Tum mere honhar bache ho.

Sid- shukriya dada ab me chalta hu .

Raghu- thik hai jaa mere tiger.

Sid went outside the place when someone shouted at  him from back- Aeee villain !

And when he looked back he was shocked to see the person.

( Yes the person was our Shehnaz)

( Yes the person was our Shehnaz)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Shehnaz outfit

Sid-tum yaha kya kar rahi ho aur yaha kaise aye ?

Sana- pehle to tum sarna band karo.  mujhe Tumse kuch kam tha isiliye me tumhare ghar se tumhara picha karte karte yaha tak agayi  . 😆

Sana- waise na yeh jagah bohot mast hai pure gundo se bhari huyi hai, jaise movies me hota hai.😆

Suddenly sid pinned her to the wall and take out his gun and put it on her neck and said angrily-

Sid- tumhe pata hai bhi yeh jagah kitni khatarnaak hai  tumhe dar nahi lagta!

Sana- isme darne ki kya bat hai mai bohot brave hu tumhare tara phattu nahi hu .😏

Sid- aeee !abhi me chahu to abhi ke abhi tujhe shoot kar sakta  hu samjhii! 😠 ( Said while being dangerously close to her)

Sana- wohh😯 tum mere kam ke liye bilkul perfect ho. Tum ikadam gundo wali harkate karte ho .( Said giggling)

Sid lost the battle amd said

Sid- chalo meri jeep me baitho tumhe tumhare orphanage chor deta hu. Yaha bohot khatra ho.

Sana- pehle tum promise karo mera kam karoge, tab hi mai jaugi.

(Sid gave her a death glare)

Sana- aise kya dekh rahe ho free me kam thori na karaungi paise dungi tumhe bohot sare.

Sid- thik hai chalo jeep me baitho.

Sana- ( excitedly) yeh hui na bat .

( Sid and sana both got seated in the jeep and sid starts driving)

Sid- bolo kya kam hai ( said sternly)

Sana- tumhe kisiko kidnap karna padega.

Sid- whattt! And stops the Jeep .

Sid- kisse aur kyu ?

Sana- mere orphanage ke pass hi ek old age orphanage hai . Waha mai roz jati hu wo sab meri family hai . Waha merry aunty aur suresh uncle namke do couple rehte hai wo dono ek dusre se bohot pyaar karte hai  aur shadi karna chahte hai. Par 1 mahine pehle suresh uncle ke sautele bete akash ko ye bat pata chal gayi aur usne apni power aur paise se Suresh uncle ko pagal sabit kar diya aur unhe mental hospital bhej diya  ham sab ne bohot koshish ki uncle ko bachane ki par ham kuch nahi kar paye kyu ki akash bohot powerful hai😥. Merry aunty bohot udaas rehti hai. Isiliye me chahti hu ki tum uncle ko waha se kidnap karke yaha le aoo (said imotionally)

Sid pov-
I was surprising to know that how can someone be so pure and kind  .this girl without caring about herself is helping others. He promised himself that he will definitely help her.

Sid- thik hai. Kal subah suresh uncle merry Aunty ke pass sahi salamat pohoch jayege orphanage. Ye mera Vada hai 

Sana- kya sach me ! Par tumhe iss ke liye mai paise dungi . Mai koi bhi kam free me nahi karvati. 😁

( Sana take outed a box full of chillers ( coins) and gave it to him)

Sid- ye kya hai ? 🙄

Sana - chillar hai nahi chalege ?

( Sid didn't wanted to argue with her as he knew he  will lost the battle with her cuteness so, he said)

Sid- nahi thik hai chalege

( Sid started driving the car and sana was continuously blabbering and sid was listening like it was something so important,soon they reached sunshine orphanage)

Sid- chalo ab utro tumhara ghar agya hai.

Sana- acha suno

Sid- ab kya hai.

Sana- uncle ko yaha lane me ho sakta hai tumhe dhishum dhishum bhi karna pare i know tum ye sab me expert ho par apna khayal rakhna ( said worriedly)😔

( Sid innerly smiled listening her words but maintained her poker face)

Sid- thik hai ab jao

Sana- kitne saru ho tum kam se kam goodbye to bol hi sakte ho na.😒

Sid - thik hai byee ab jao ( sternly)

Sana- tumhara kuch nahi ho sakta tum lagte ho hi pure villain!!

Sana- anyways good bye .

Sid left from there and went for his mafia work.sid called someone and said

Sid- hello kal tumhe suresh uncle ko mental hospital se recharge karna hoga warna tum nahi jante sidharth shukla kya chiz hai( said smirking) and ended the call.

Sid - Ronn !!

Ron came running there and said

Ron- yes sir !!

Sid- uss Akash singh ke sath kal meri meeting fix karo.!

Sid- usse kuch tameez sikhani hai ! 😎

Ron - ( confusingly) ok sir.

On the other side sana was very Happy as tomorrow merry aunty will meet suresh uncle  and they will live happily.

Thudd
How's the update
Do comment and vote,
Lot's of love 💞
Yours lovely writer
Ahana 🥰





sidnaaz saga Where stories live. Discover now