Samrat Concern for pakhi ❤️

87 11 25
                                    

Hello guys ☺️
Here is chapter 5
Let's start.......
.
.
Countinue from last chapter.........

In car.....

P- (in mind) mein kuch zyada jaldi inpe bharosa kar rahi hu..... Mein kuch galat to nhi kar rahi na.... Pta nhi yaar..... Dekha jayega jo hoga.... Par fir jo hua vo mujhse dekha nhi gya to... Yaar ye kya soch rahi hu mein... Dekha jayega jo hoga ho jayega ab

(They both reach house..... She was scared to go inside)

S- kya hua

P- kuch nhi

(They both go inside.... Sam pakhi ko apne room mein leker jata hai our bed par bithata hai..... Then samrat first-aid box lata hai then pakhi ko band-aid lgata hai hands par our legs par)

P- aap jaiye baki mein kar lungi

S- ok

(Sam go)

(Pakhi apne aap ko band-aid lagati hai jaha jaha use chot lagi thi)

Sam to servent- suno vo jo lady hai mere room mein unka khayal rakhna hai our agar jab mein na hu to vo jo bhi kahe mange kuch bhi kahe to tumhe karna hai

S- ok sir

(Sam go to kitchen)

Se- sir kuch chahiye to hume boliye

S- nhi

(Samrat milk leta hai our use garam karke usme haldi (turmeric) dalta hai our use pakhi ke paas lekar jata hai
(Dekho mein kitni samajh daar hu maine tum sab ko haldi vala dudh kaise banate hai sikha diya 😁)

(Samrat door par nock karta hai)

P- aa jaiye

(Sam go Inside)

P- apne hi room mein nock kar rahe ho

S- lekin abhi iss room mein aap ho to manners to rakhne honge na

P- hmmm

(Samrat table par vo milk ka glass rakhta hai)

S- aap ye dhudh pee lijiye ha then aap thoda aaram kar lena

P- par....

S- arey.... Isse aapki chot thik ho jayegi

P- mujhe mann nhi hai

S- lekin fir thik kaise hoge

P- par mujhe such mein mann nhi hai

S- piyoge tabhi to mann hoga ese dekh kar thodi na mann kar jayega

P- aap itni care kyu kar rahe ho meri

S- insaniyat ke naate

P- such

S- ji haan.... Chaliye ab dhudh (milk) per lijiye

P- mann....

(Tabhi samrat pakhi ko vo milk pila deta hai)

P- ummm

S- peena padega

(Sam pakhi ko pura milk pilata hai)

P- kya tha ye

S- kuch nhi tha.... Chaliye ab aap thodi der so jaiye

P- lekin

S- lekin vekin kuch nhi abhi aapko thode aaram ki zarurat hai.... Our aapko kisi bhi cheez ki zarurat ho to aap mujhe bta dijiyega mein neeche hi hu

P- par

S- aaram kariye

(Sam go)

(Pakhi bed par lait ti hai par use nind nhi aati..... Lekin kuch time baad vo so jati hai)

At night.....

(Pakhi uthti hai...... Our neeche jati hai.... Neeche samrat khada hota hai)

S- aap uth gayi..... Dinner kar lijiye dinner ka time ho gya hai

P- kya..... Mein itni late tak soti rahi.... Baapre..... Sorry mein aapke room mein itni der tak soyi

S- it's ok mujhe koi problem nhi hai... Chaliye abhi dinner ka time ho gya hai

P- lekin

S- abhi chaliye na

P- hmm

(They both sat in dinning table)

P- mein kal yaha se chali jaungi

S- kyu...... Aapko meri koi baat buri lagi ho to i am sorry

P- esa nhi hai

S- fir kyu..... Aap rahegi kaha par

P- lekin yaha bhi to nhi reh sakti na zyada din

S- kyu nhi reh sakti.... Aap yaha reh sakti hai mujhe koi problem nhi hai

P- par shyd aapko koi problem na ho par aapke mummy papa kya sochenge

S- vo kuch nhi kahenge..... Vo tumhe yaha rehne ki permission bht aasani se de denge

P- par

S- arey.... Aap chinta mat kijiye... Aap yaha reh sakti hai..... Balki acha hi hai aap yaha rahegi to.... Mein na akele bht bor hota hu to aap rahogi mere saath to mein bor nhi hoga

P- kyu mummy papa bhi to hai

S- lekin ek friend ki alag baat hoti hai

P- hmm

********************************

(Sorry for short chapter)

Hope you like this chapter ?

Bye
See you soon 🔜🔜
Love you all 😘🥰🥰🥰

He's her light Where stories live. Discover now