Kal kal ki intezaar mein,Aaj jeena bhool di,
Kal kabhi ayi bhi nahi,
Aur mein kabhi jiya bhi nahi |
Ajab ajab si dasthak thi yeh rooh ki,
Jo laye udham machaye dil ko sukoon,
Sannata yeh bhari khamoshi mein bheegi,
Intezaar yeh kare apne raaste ghar ki |
Thalaash mein hi guzara hai zindagi har ek pal,
Lekin ye bhi na jaane maksad zindagi ki yeh he kya |
Pal is pal yeh beethi thi na jaane kaisi,
Us pal bhi yeh beethi thi phir bhi na jaane hum |
@yuhipentalks_