chapter 17

91 7 0
                                    

Goenka mension
In night
Gayu:isliye myna apko itni Raat ko akele yha bulayea
Naira:lekin Kyu aysi koi jroori baat krni ha Tumhe mujhse gayu message kr deti na Tumhe pta ha Kartik ko subah uthane ma kitni der lgty ha
Gayu:dii Kunal ne
Naira:jaanty hu gayu woo aaj phir yha aayea tha yeh insaan Mere aur Kartik ke bich aane se nai rukega mujhe Hy isko khtm krna hoga jab mere saamne Kartik ke khilaaf bolta ha Mera mnn krta ha ki whi goli maar du koi itna kysa gyr skta ha gayu yeh duniya sachme dushman ha Jo loog Pyaar krta ha unko alg krna ke Liye ek jut ho jaaty ha lekin myna aaj nahi kisy ki baat pr yakeen Kiya ha na krungi Kartik ke khilaaf ek lafz nai bolne dungi ab usko I swear dubara yha aayea na woo jaan lelungi uski ma
Gayu:lekin aap Kyu aysa bol rha hoo ho skta ha wo Jo bol rha ha wo Sach ho
Naira:hoo Hy nahi skta Mera Kartik kabhi kisy ki jaan Lene ki kosis nai krega kal ko bhagwaan bhi aake mujhse yeh baat khe na ma nahi manugi I trust him itna nazuk rishta nai ha hmara gayu ki kisy ki baato ma aakr tutt Jayega acha ab ma soone jaa raii hu Kal ko jldi uthna ha mujhe bhoohat saara kaam krna ha byee gayu
Naira leave from there
Gayu pov
Aysa nahi ho skta di too Kuch sun ke ko tyaar Hy nai ha aur itna visvaas krti ha Kartik pr lekin unhone Kya diya naira ko Sirf dhokha koi insaan itna kysa gir skta ha pr yeh Sach to ma sbke saamne lakr rhungi aur iske Liye ma akele Hy kaafi hu
Kunal:gayu
Gayu:Tum yha aur andar kysa aaye
Kunal:I am sorry ma knock kiye Bina aagya lekin jis Sach ki BAAT Tum kr raii hoo na ma usme tumhara Sath Dunga Kyu ki Kartik ne mujhe 2 Baar jail Jane pr mazbur Kiya ha gayu Mera ek Baar yakeen krka Dekho hum Dekho milkr Kartik ka Sach sbke saamne layenge aur usne Jo tumhari jaan Lene ki kosis ki ha uska bdla bhi jroor Lena ha kyu ki Tum naira ki behen ho aur Meri hone wali saali ji too tumhari help ma jroor krunga
Gayu:Tum naira se Pyaar krta ho na bhoohat jyada ma bhi chahti hu ki Meri di ko ek Sacha insaan mile Kartik ki traa jhooth bolne Wala nai khi na khi tumpr thooda yakeen krna ka mnn kr rha ha LG rha ha ki Tum Sach bol rha ho ma Sirf aur Sirf apni di ki zindagi ma se USS jhoothe insaan ko htane ki Liye tumhari madad krna ke Liye tyaar hu Tumhe sabut Lana hoga ki USS din truck ma accident krwane Wala aur koi nai Kartik tha aur jab Tumhe sabut mil Jayega mujhe de Dena uske Baad Hy ma Tumpr bhrosa krungi aur apni didu ka hath tumhare hath ma dungi Shaadi ke Liye
Kunal:thike yeh kaam Tum mujhpr chood Doo lekin vaada mtt bhul Jana uske Baad naira Meri hoo jayegi na
Gayu:haan ma garanti deti hu naira ki Shaadi tumse hogi aur parivaar walo ko mnane ki zimedari bhi Meri Lekin agar mujhe pta chla ki Kartik ko kisy ne fsane ki kosis ki ha too smj Lena ma Tumhe aur didu ko kabhi ek nai hone dungi
Kunal:sabut milte hy ma tumhare paas leke aayunga aur Tumhe kisy ko mnane ki jroort nai hogi jab sbko pta chl jaayega ki kartik ne Kya Kiya ha too wo khud Hy naira ki Shaadi mujhe kr denge
Gayu:abhi jao Tum wrna koi aa Jayega
Kunal:ok
Next morning
Singhania mension
Akhshara:naksh Kal too mzaa Hy aagya sbke Sath Bache Kitne Khush LG rha tha ek Sath
Kartik knock the door
Akhsara:araa Kartik aayiye na aap wha khde Kyu ha
Kartik:ma apse jroori baat krna chahta hu
Naksh:pehle Kuch khaa too loo akhshara jayiye Kartik ke Liye Khana lekr aayiye
Kartik: please aap doono pehle Meri baat sun lijiye Kunal naira ko mere khilaaf bolkr uske dimaag ma galatfehmi bitha rha ha Kyu ki woo naira ko apna bnana chahta ha
Naksh:lekin hme yakeen ha aap pr koi baahr se aayega aur Kuch bhi Apke baare ma bolega too Kya hum yakeen kr lenge kabhi nai ab too apko naira aur uske Bache ka khyaal rkhna chahiye jyada se jyada
Kartik:woo bol rha tha ki gayu koi sachai btana chahti ha lekin usne bhi Kuch nai btayea
Akhsara:aap Kyu inn SB baato ko lekr sharminda ho rha hoo aap jante ho naira hmse bol raii thi ki Kartik pr se kabhi bhrosa utne nai degi woo bhoohat trust krti ha aap pr kisy ki baato ma aakr aap doono ka rishta kabhi nai tutne degi Meri beti ha Kartik wo apse pehle ma janti hu usko sbse jyada naira Jisko ek Baar Dil SE chahne lge na phir aasani se visvaas nai krti dusro pr isliye ab aap Ghar jao SB intzaar kr rha honge
Kartik:hmmm
Goenka mension
In evening
Gayu pov
Yeh Baat too achi hogyi Rohan ko bhi iss baat ka pta nai chla ab usko lgega ki myna uske Kehne pr kisy ko Kuch nai btayea bs ab Rohan aa jaye usko Bolna ha ki Kartik ne apni glti maan ly ha taaki woo inn SB se duuur hoo jaaye yeh kaam ma aur Kunal krenge isme kisy ko bhi involve nai krna ha mujhe
Pov end
Rohan:gayu yeh Tumne bhoohat acha Kiya Meri Bata maankr kisy ko Kuch nai btayea lekin Kartik ne Kya apni glti maan ly ha
Gayu:haan Rohan
Rohan:really dekha myna kha tha na tumse Kartik aysa nai ha woo kabhi Kuch kr Hy nai skta kisy ke bhi Sath ma abhi unse milkr aata hu
Gayu:Rohan suno to sahi
Rohan:gayu ab baaki baate baadme pehle mujhe Kartik se milna ha kha ha woo
Gayu:room ma
Rohan:ok
Kaira room
Naira:Dadi aap kitni tension lete ho ma khud Lene aa jaaty na
Dadi:iss halt ma Bache ko stress lekr buri baat Hoti ha aur Tum doono ka rishta itna kamzor nai hona chahiye ki ek galatfehmi se tutt jaaye agar shak ha bhi to sbse pehle USS baat ko dhundo ki wo Sach ha ya nai naira puttar rishte aasani se tutt too jate ha bnte nai ha Meri yeh baat hmesha yaad rkhna
Naira:ok Dadi
Naira hugged to sushani
Dadi:Mera Shona puttar
Naira:meri pyaari Dadi
Dadi:acha yeh py Lena yaad se haldi daali ha isme
Naira:py lungi Dadi don't worry
Kartik:koi mujhe bhi dekhlo
Naira:Kyu koi aasan se utre huye rajkumar ho Joo Tumhe dekhe
Dadi:kittu yeh ldki khyaal nai rkh raii ha apna ab tu Hy smjha isko ma to ja raii hu
Kartik:good night Dadi
Naira:Kartik ma yeh nai piyungi kdwa ha
Kartik:karele ka juice baadme pehle milk pilo haldi Wala woo bhi pilayunga
Naira:Kartik kha na nai Pina
Kartik:naira bhoohat jidi hogyi hoo piyo isko wrna pipe lgake na muu me phir andr dalunga
Naira:acha thike py raii hu
Rohan knock the door
Rohan:sorry disturb kr diya Kya ma andr aa Jau
Kartik:aayo na Rohan
Rohan:bhabhi mujhe na jra Kartik se akele me Baat krni ha please
Naira:ok krlo
Naira leave from there

❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

BAS HOYIYE MA TE TUHWhere stories live. Discover now