He's here

426 45 53
                                    

KS: aap saaf batainge?
VS: aap dono Parso raat ko saath mein Red Floss Banquet Hall mein?
(All were looking at him questioning)

AS: ab.. Aap (Interrupted by HM)
HM: Ji (casualy)
(AS squeezed his eyes and beat his forehead)
(All were like 😯)
HM: Kyun?.... aur Ek minute! Aapko kaise pata ki hum...

VS: (opened his mouth but...)
PS: (over excitedly) Matlab!... Matlab!.. woh Maddam Sir hi thi...! Ek dusre ki Baahon mein baahein daalkar...!

(She paused as she found all were staring at her)

(Ammi and Maa looked at them with shocked eyes)

HM: (looked at AS with confusion)
AS: (looked at her with puppy eyes)
HM: aapko kya hua? (To AS)
AS: (he nodded his head in despair)

KS: Par Patidev, aapne toh Kaha thaa ki aapne unka chehre nhi dekha thaa.

VS: Nhi actually, humne chehra dekha thaa... Par itne achhe se nhi ki sketch banwa paate...

HM&AS: Sketch?

VS: haan... Agar patnidevi ji ko batate ki humne aapka chehra dekha thaa, too woh humse aapka sketch zaroor banwati... Aur hum achhe se describe nhi kar paate, toh naya ghar dhundhna hi padta hame...

HM: (being fed up) Ek minute!... Koi hume achhe se samjhaiga, ki kya Chal rha hai?... Hume kuch samajh nhi aaraha hai... Aap (to VS) aap wahaan banquet hall mein hi the?

VS: Ander toh nhi... Par baahar se aap dono ko zaroor dekha thaa...

HM: aur aapko kaise pata chala KS?
KS: humko inhone phone karke bataya ki... Anu Bhaiya jo hein, woh kisi ladki ke saath Baahon mein baahein daalkar khade hein...

PS: Toh Phir imhone bina kuch soche samjhe turant hi 100 ki raftaar mein gaadi chalayi, apko range haaton pakadne ke lie...
(All again stared at her)
PS: (looked at KS who was staring at her) 😆😅.... Hum toh bas aise (nervous laughter)

AS: Matlab aap hamara peechha karte karte hospital tak aayi thi?
KS: (hesitanly) Ji...
(AnuSeena stared at her)

KS: hamari koi ghalati nhi hai Ismein.. Jab Patidev ne Kaha ki aapne hamari bhabi dhundh li hai, (AnuSeena popped their eyes) Toh hum Turant aapke paas aa gaye...

PS: 100 ki raftaar mein (she said leaning to her)
(KS looked at her with dealy gaze)
{Lion roar bgm 😂}
(PS stepped back)

VS: Arre...!  Par Ismein hamari kya ghalati hai! Aap dono ko yun romantic (AnuSeena: 😳) (KS pinched him) Aiiie!...
KS: Shhhhhhhh!
VS: Par Maine kya kiya thaa.. (innocently)
KS: aapne kya Kia! Arre saare karta dharta toh aap hi hein..
VS: humne jo dekha Wahi Kaha naa.. ab hame kaise pata hota ki Haseena Madam hein...
KS: jo dekha woh bak dia bass...! Arre thoda sa deemaag ka upyog bhi kar lia hota naa... Pata toh Kia hota naa..

AS: (being fed up) Basss! (VyomShma stopped) Jo hua so hua, bhul jaiye yeh sab... Kam se aaj ke din toh mat jhagadiye...
(All nodded agreeing with him)

PS: par yeh toh clear nhi hua naa ki aap dono aise Baahon mein baahein daalkar.... (stopped as KS and VS glared her)... Koi nhi... Hume kya.. 😅

HM: woh Sirf Ek accident thaa... Hum dirne wale thee aur sir ne hume sambhal lia... Aur sir wahaan kisi kaam se gaye the aur hum guzar rhe the wahaan se, toh COINCIDENTALLY.. hum dono saath mein the... Clear?

All: hmm...

Next Day...
[At a café. AS is sitting waiting for someone. A middle-aged lady comes and sits opposite to him]

AS: (respectfully) Ji... Kahiye... Kya kaam hai...
[The lady was none at her than Ammi]

Ammi: woh... (hesitanly) Darasal...
(AS raised his eyebrows curiosly)

AnuSeena-Tum Meri Zindagi (on hold) Where stories live. Discover now