Part 4

1K 195 19
                                    

After Two days SidSim reached the Ashram and met with Guru Maa. Asim spotted a lady near the gate.

Asim : Iss Ashram ki head kon hai? Hume unse milna hai.

Boy : Guru Ma to office room hain but aap aise unse nehi mil sakte.

Asim : Dekhiye hum bohot dur se aaye hai, Mumbai se. Hume unse bohot jaruri kam hai, plzzz hume milne dijiye.

Boy : Thik hai, hume Guru ma se puchke aate hai.

Asim : Thik hai hum yehi hain.

    After few minutes a lady came and took them to the office room. While they were walking Sidharth asked the lady

Sidharth : Kya aap jante ho Shehnaaz kahan hai?

The lady suddenly stopped walking and by her expression anyone can say that she is worried and nervous. Coz Guru Maa clearly told them that No one should know that Shehnaaz stays there. When they asked about the reason she lied that shehnaaz's life is in danger and that's why she want everyone to hide hef existence from unknown people. Though Guru Maa wasn't fully convinced of shehnaaz's reason to hide from her loved ones but couldn't denied also known she has her own reason.

Lady : shehnaaz ? Iss na...am ki koi nehi re...hti yahan. Hum aa...ise kis...kisiko bhi nehi jante.

Sidharth : Ok. ( in doubtful tone)
In a Office Room

Both SidSim are sitting in front of Guru Maa.

G.M : Namaste. Mera naam Narayani Devi hai aur main iss ashram ki head hun. Kahiye, kya madat kar sakti hun mein?

Asim : Actually Ma'am, main Asim Shekhawat. Hum Mumbai se aaye hai. Meri cousin sis Shehnaaz, kuch months pehle achanak gayab ho gayi thi aur last week hamne ek news coverage to through jana hai k woh yahan hai, hum usse milna hai.

G.M : shehnaaz se aap log nehi mil sakte.

Sidharth : Par kyun?

G.M : Aap kon hai matlab Shehnaaz ka kon hai?

Sidharth : Mera naam Sidharth hai, Sidharth Shukla. Main Shehnaaz ka...

Asim : Dost, Shehnaaz ka aur mera bhi.

G.M : Sidharth...hmmm. Par Shehnaaz yahan nehi hai.

Asim : To kahan hai?

G.M : Pata nehi, woh news telecast hone ki dusre din hi woh yahan se chali gayi. Kahan gayi nehi pata.

Asim : Aaise kaise ho sakta hai? Kahan gayi hogi? Shit.

G.M : I'm Sorry Mr. Gill

Asim : Kuch bataya kya usne, kuch bhi, jisse hum usse dhund sakte hai? Kahan gayi ya kuch bhi?

G.M : Nehi, kisiko bina bataye chali gayi bus ek letter chod gayi thi.

Sidharth : Kahan hai woh letter?

G. M : Ummm... Woh to maine phek diya.

Asim : Phek diya, aaise kaise app phek sakte hai?

G.M : Ek letter hi to tha, usse rakkhe kya karti, aur nahi mujhe pata tha ki aap log aayenge usse dundhne.

Sidharth : Hmm... Kya hum uska room dekh sakte hai?

G.M : Nehi, wahan aab koi aur rehti hai.

Asim : Ohkk, Kuch aur mile tha kya usske room mein se?

G.M : Dekhiye maine kaha na kuch aur nehi bus ek letter hi mila tha. ( In an angry and frustrated tone)

Askm : Thik hai, phir hum chalte hai. Chal Sid.
Guru Maa sighs in relief.

 
Both are going towards the door when Sidharth stopped.

Sidharth : Ek min Asim. (he turned towards Guru Maa)

     Ma'am, mujhe nehi pata ki aap kyun jhut bol rahi hai, but I know ki Shehnaaz yahan, issi ashram mein hi hai.

Asim : Sid tu ye...

G.M : Mr. Shukla, aap aaise kaise bol sakte hai, aur main kyun jhut bolungi?

Sidharth : Reason to aap ko khub pata hoga. Aur isse pehle aap ye kahe ki aap jhut nehi bol rahi hai main kuch kehna chahata hun.

Asim: Sidharth, tu ye kya  bol raha hai?

Sidharth : Sach bol raha hun  and I can prove it. Pehli baat, jab hum yahan aarahe the to woh lady ne kahan ki woh  Shehnaaz naam ke kisiko nehi janti, jab ki aapne man liya ki Shehnaaz yehi rehti thi.

Dusri baat, Interveiw mein aapne khud kaha tha ki aap ki one of the most fav student hai Shehnaaz, par uske achanak chale jane se aap itna casual nhi ho sakti, and lastly I CAN FEEL SHEHNAAZ, main usse mehsus kar sakta hun. I'm sure woh yehi hai, bohot pass.

SHABDO KA WAAR (COMPLETE)Where stories live. Discover now