Pooja - kana Bane mai thoda time lagega lekin tab tak Sabko doonda hoga an ki sab kaha hai
She saw gungun
Po - gungun tu yaha hai kamse kam ek tho Mili
Gun - kya hua hai
Po - tu yaha hai vivan kaha hai
Gun - pata nahi mai bhi usse he dekh rahi hu kaha chala gaya hai
Po - thik hai Jan wo mil jaye na usse leke aajana kana tyar ho jaye ga tab tak
Gun - thik hai
Po - aur uss keliye ek suprise hai
Gun - kya suprise hai
Po - anvita aayi hai soumali ke sath
Gun - kyaa
Po - ha tu usse leke aajana
Gun - thik hai
Po - mai baki sab ko dekh thi hu pata nahi wo sab kaha hai
She went
Gun - yaar iss anvita ko aana hai yaha par kyu agar vivan ko pata chal gaya na tho ye anvita se milne zaroor jayega aur mai ye hone nahi dungi pata nahi ye kaha mar gaya hai
Vivan was roaming here and there
Other side
Sak - Pooja yaar kana tyar ho gaya kya muje bohot bhook lagi hai yaar
Shi - ha jaldi bata ye kabse mera dimaag ka rahi hai
Po - almost tyar ho gaya gai tum dono 20 min ke baad aajana thik hai
Sak - thik hai
Po - mai Jake baki sab ko dekh tho hu
She went
Shi - aab Shanti mil gayi hai mera dimaag kana bandh karo abhi
Sak - thik hai tab tak mai thoda ghoom ke aati hu
Shi - thik hai
Backside of the hall two people are talking
Sm1 - vivan wahi ja raha hai jaha sakhi aa rahi hai
Sm2 - gungu bhi wahi ja rahi hai jaha shikar kada hai
Suddenly vivan got a unknown msg that gungun ko chot lagi hai outside girls washroom
Gungun also got a message that Vivan is flirting with girls outside the girls washroom
Sakhi aslo got the msg that shikar health is not good
Vivan gungun and sakhi turned
Sm1 - ye log wapas kaha ja rahe hai
Sm2 - pata nahi
Outside the girls washroom
Vivan was already present there
Gungun came
Viv - gungun r u okay tum thik ho na
Gun - muje kya hua hai mai bilkul thik hu
Viv - tume chot kaha lagi hai muje dikao
Gun - chot Vivan kya bol rahe ho tum
Tum muje ye batao ki tum yaha kar kya rah hoViv - mai tho tumare liye aaya tha
Gun - vivan plss jut bolne ki bhi haad hoti hai
Viv - maine kya jut bola hai
Gun - tume sharam nahi aati hai yaha
Par ladkiyo ke sath flirt karte hueViv - what mai kaha flirt kar raha tha
Gun - tum uss anvita se nahi miLe na isliye yaha pe aake ladki thaad rahe ho
Viv - anvita aayi hai yaha par
Gun - ha abhi aayi hai jao Jake Milo usse mai ja rahi hu
Gungun went and vivan was following her
Shikar side
Sak - shikar tum thik tho hona tumari tabiyat ko kya hogaya hai achanak se
Shi - ek min relax muje kya hua hai mai bilkul thik hu
Sak - sach mai na
Shi - ha
Sak - tho thik hai ..
Everyone got the msg that food is ready
Shi - ye dekho msg aaya hai kana tyar hai chalo chalte hai
Sak - chalo
Vivan and gungun went
Who r they who msged gungun vivan sakhi
And kon hai wo jo in Charo ko ek sath Lana chahete hai
Let's see
Byee
![](https://img.wattpad.com/cover/318940964-288-k90271.jpg)
YOU ARE READING
wagle ki duniya nayi peedhi naye kissey
Romancethis story is about sakhi gungun vivan and shikar