HE TRUSTS HER🍯💛

361 72 57
                                    

MPT

She looked towards him,who was showing no emotion..She couldn't read those hazel orbs today ..Her heart was thumbing ..She was afraid,it was not only about her reputation but also their relationship.  Professionally she would take anything but personally this was the turning point ..But why would he trust her ..They were just dating...

Commissioner: hum Jan sakte hai yeh kya hai Miss Mallick,hum jante hai app esa kuch nahi kar sakti par sab saboot apke khilaf hai..

Haseenaa: sir hamara yakeen kijiye hum khud nahi jante yeh sab kya ho raha hai ,hume fasaya ja raha hai ..

Commissioner: hum jante hai par hum kanon ke hatho majboor hai .CBI ne apko range hatho pakda hai ,sare saboot apke khilaf hai..apke khun mein drugs mila hai yeh sabse bada praman hai .

Haseenaa: sir hum ek mauka chahte hai apni begunahi sabit karne ke liye ..hum khud dhund kar layenge use jisne hume fasaya hai..

Commissioner: gunah sabit hone ke karan app yeh kya koi bhi case nahi solve kar Sakti..drugs jese sangen arop mein app fasi hai Miss
Mallick..hume upar jawab dena hai ,hum pure department ko musibat mein dalne ka khatra nahi le sakte..agar logo ka bharosa kanon bar banaye rakhna hai toh hume kanon ke  mutabik apke khilaf action Lena hoga... Lucknow police ke izzat ka sawal hai , iske liye hum apko suspend karte hai...

The room fell silent ,All wanted to shout saying she was innocent ,no one could go against the law as it was right seeing all the proofs this action was Walid even though they knew she was innocent..'kyuki kanon saboot mangta hai'...They looked at her who was silent not weeping,not requesting nor angry ..Her eyes were red making them scared to understand what was going on in her mind..Her reaction was something that dint match her situation..She was known for showing her emotions but masking them of was her speciality as well .

Karishma: sir hume maddamsir ko begunah sabit karna hai

Anubav: nahi ( earning looks)  hum khud iss case ko apne under le rahe hai .Miss Mallick iss department ki bohut honhar officer hai ,hum unhe ek mauka dena chahte hai..

Media: Miss Mallick kya yeh sach hai ki apne drugs supply kiya hai

Haseenaa: humne kuch nahi kiya hamara khuda janta hai,aur jisne bhi yeh ghatiya harkat ki hai use tak hum poch hi jayenge...

Media: Rules ke mutabik inhe suspend karna tha aur fir bhi yeh vardi mein hai

Anubav: kyuki yeh ek honhar aur imandar officer hai..jab logo ke liye inhone itna kuch kiya sab taliya Baja rahe the ,ajj inpar ek inzam laga hai toh sab ese khilaf ho rahe hai jese yeh desh drohi ho..yeh hai hamari janta

Media: sir apka inse kya rishta hai,apka koi personal mamla hai inse

Anubav: hume apne peshewar  aur niji jeevan ke bich santulan rakhna Ata hai aur pasand bhi karte hai,yeh ek bohut kabil officer hai jitna kisine socha nahi utna inhone apni jaan ko hatheli par rakh kar Kiya hai desh ke liye,sirf dikhawe ke liye nahi dil se kahi bacho ke hero hai yeh...ha unka farz tha ,par aap sab ka nahi hai sach pata karna bina sach jane app inzam laga rahe hai ..Aur rahi baat hamari vyaktigat jeevan ki ( interwinked their hands) yeh hamari hone wali mangetar hai , doh hafte  baad sagai hai hamari aur hume inpar bura bharosa hai yeh kabhi esa kuch nahi kar sakti

Media: sir agar yeh galat sabit ho gaye toh ... Commissioner sir kya dsp sir ko bhi saza milegi

Anubav: agar Haseenaa galat sabit hue toh hum bhi resign kar denge

Haseenaa: anubav ( she was schoked would be an under statement she tried to stop him but he tightened the grip and gave her a nod..)

💛🍯💛🍯

FAITH IN LOVE ( ANUSEENA)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें