growing closer

1.3K 95 26
                                    

Hai ..

Hello ..

Happy reading ..

****************
Karan and faizi were going back to home after completing there work , karan was in bad mood after arguing with monu ..

Faizi : kya janaab ji ?? Ayisa muhh laykhake kab tak rehne ka irada hai??

Karan : yaar faizi maine khamakha uss par chillaya ??

Faizi : kis par ?!..

Karan : woh pehle se hi bimaar thi , upar se mein bhi unpar chillaya .

Faizi : koun bimaar hai , tum kis par chillaya ??

Karan : i think maine over react kardiya faizi ..

Faizi : chup ek dum chup , pehle bathav huva kya hai phir khomud ko khoslena

Then karan explains how monu got unconscious and how she shouted on him and how he talked in rude tone with har .

Faizi : hummm matlab pehli shadhi mein  pehli jagada hai anaab ji ..

Karan : what do you mean pehli shadhi , normally sab ko ek hi baar shadhi hothi hai .

Faizi : woh sab chodo , sorry bola ki nahi meri behen ko ..

Karan remains silent..

Faizi : matlab nahi bola , tch tch tch ab do din bahar lawn mein Sona padega aapko janaab ji ..

Karan : bakwaas band karo aur bolo ab kya karna hai  ..

Faizi : normally ayise situations mein log ek word use karthey hai , shayad tum woh word jaatha nahi  ??

Karan :  sorry ??

Faizi : mujhe nahi meri behen se Jake boldo ..

Karan : haa abhi Ghar jaane ke baad boldunga . .

Faizi : aaj nahi hopayega kyuki aaj toh pagpehre keliye woh mayke chali gayi hai na ??

Karan gives ulti kopdi smirk to faizi .

Faizi : kya karne wale ho ?? Mein nahi avunga tere sasural .

But karan kaha sunne wala hai woh apna ghadi ko monu ki ghar ki tarah mode liya ...

*************

Other side khurana mansion

Mahir : tum uss insaan ke saath uss ghar mein ek chaht ke neechey nahi rahogi , woh kithna kameena hai tumari badan ki jaltha huva cigarette ki nashaan proof hai . Mein tumhe waha jaane nahi dunga ..

Mo : nahi Mahi, iss baar uss Aneesh ki galathiyon ki saza dena hi padega , usne ek ladki ki izzat se khela hai na , abhi uski saza usse milna hi chahiye ..

Mahir : toh fhir karan ko sab kuch kyu nahi bathathi ??

Mo : bathaneki koshish ki lekin woh badak gaya , kal woh yaha ayega na tab sab kuch bathadungi , usse se ithni badi baath chupana mujhe bilkul acchi nahi lagra ..

Mahir : humm , you sure na woh tumhe support karega , kyuki woh Aneesh jaisa bhi hai , hai toh unka bua ka beta , agar kuch ayisa waisa hogaya toh ??

Mo : mahi tum galat samaj rahe ho agar meri jagah koi aur bhi hothi na karan wahi karega Jo usse sahi lagtha hai , ismein mujhe koi shak nahi hai , lekin mujhe bua keliye bura lagra hai ,, khair yeh sab chodo Tera love story ke baremein batha kaha tak improvement hogayi . .

Mahir : propose karneki koshish kar raha hunn ,, fhir bhi dar lagra hai bolne mein ...

Mo : tum pehle propose toh kar , jo hoga dekha jayega ...

tere sang hunn akhari khadam tak Where stories live. Discover now