Part- 23

852 58 23
                                    


Next day

Preeta- manik bhaiyya usse meri koi fikr nhi hai ,aare mere pairon ki haalat to dekhiye aap , or vo hai ki chl diye generalist sahaab koi dil naam ki cheez hai ki nhi

Manik- preeta vo Ghar bhout disturb rehta hai iss liye ,meine hi bola usse jane ke liye

Preeta- bhaiyya ye to mujhe bhi Janna hai vo aunty ko sorry kyu bol rha tha raat sote hue

Manik - vo preeta actually...

Preeta- bhaiyya please btaiye na

Manik- mom ko lga ki karan ne tumhare saath galat kiya hai ,preeta
Mujhe nhi pta tha ki shanti karan ka bhai hai

Preeta- aapko lekin aap

Manik- actually ......mein unki friend ka beta hu ,5 saal ka tha tab se rakhi mom ke saath hi rehta hu ,karan se jyada jaruri mere liye kuch nhi preeta

Preeta- dikhta hai baccho ki tarah pyaar karte ho aap usse

Manik- uske liye mein jaan de bhi skta hu or le bhi skta hu

Preeta- aap shanti ki baat to nhi kar rhe na

Manik- preeta karan ne mujhe aaj tak har ek baat btai kabhi kuch nhi chipaya lekin ...........mujhe ye nhi pta tha ki .......shanti uska

Preeta- shayad vo iss baat ko apne jehen mein hi nhi rakhna chaata isliye

Manik- hmm shayad ,preeta tum dinner kar lo ,mein chla sone

Preeta- nhi bhaiyya karan ke aane tak nhi khaungi

Manik- ok mere love birds jab bhook lge to kha lena ........

Preeta- bhaiyya already 10 baj gye hai

Manik- arre uske aane ka koi time nhi hai

Preeta- koi nhi bhaiyya mein intzaar kar leti hu

After 2 hours later

Preeta- karan abhi tak nhi aaya ,mujhe bhout jyada ghabharat ho rhi hai ,kya karu mein iska ,na phone utha rha hai ,manik bhaiyya. ..........nhi vo to so gye ............aane do isse ........

Suddenly her phone rang ,she immediately picked up the call.

Preeta- hello karan.....tum thik ho

" Bilkul nhi "

Preeta- Shanti ....tum....tum tumhare paas karan ka phone kya kar rha hai

Shanti - nhi ye pucho ki mere pass karan kya kar rha hai

Preeta- tum....tum......shanti kya kiya tumne uske saath

Shanti- kuch nhi yaar aise kaise kuch kar du ,choota Bhai hai mera ..............
( Pressing his words) jinda hai vo

Preeta- ( tearfully) karan....karan......meri....meri baat karao usse

Shanti- babe uski haalat hi nhi baat karne ki ,mein hu na mujhse baat karo tum

Preeta-( angrily) agar usse ek kharoach bhi aayi na to jaan le lungi tumhari mein samjhe

Shanti- kharoch nhi ye pucho ki jinda hai ya nhi

Preeta-( shouted) tum chaate kya ho .....mein tumhe jinda nhi chodne wali samjhe tum

Shanti- tumhe chaata hu preeta bhout jyada .....I love so much yaar kyu Kiya mere saath aise bolo

Preeta- karan.....karan...
.please meri.....meri......baat karo na

Shanti- bola na maar maar saale ki aisi haalat ki hai ki bolne ki bhi himmat nhi behosh pda hai

Preeta- ( tearfully) galti meri haina usse saza mat do ,usne kuch nhi kiya please

Shanti - usne tumhe chua preeta jinn haatho se chua haina vahi haath Tod dunga iske mein

Preeta- ( sobbing) nhi.....nhi.....please....please usse kuch mat karna .......please .....

Shanti- kyu ....kyu ro rhi ho tum iske liye itna kya de skta hai ye tumhe ,please mere paas aa jao preeta

Preeta- ( gritting her teeths) agar usse kuch bhi hua na to .......

Shanti - to ......to.....kya ,preeta juth nhi bol rha mein ye yha se jinda nhi jayega

Preeta  fell on her knees with a thud.

Preeta- chaate kya ho tum aakhir

Shanti - tum mere paas
Vapis aa jao bass .....bass or kuch nhi chahiye.

Preeta- nhi aaungi

Shanti- preeta .....agar apne iss chuze ko jinda dekhna haina to meri baat maan lo Jo keh rha huna karo

Preeta- ( tearfully)kya karu ...

Shanti- issi time mere paas vapis aa jao ,I swear iss chuze ko iske uss pagal Bhai ke paas tak khud phenk kar aaunga ,soch lo

Preeta- tumhare jesa ghatiya insaan meine aaj tak nhi dekha

Shanti- to galti kya thi meri preeta pyaar hi to kya tumse meine ,lekin tumne nhi kiya ,dhokha diya mujhe ,galti tumhari hai ,ye 3 jindagiyan barbaad tumne ki hai ,haa janta hu tum mujhse pyaar nhi karti iss karan ke liye pagal ho lekin meri kya galti hai yaar ,mein bhi to tumse pyaar karta huna
To isliye jitna keh rha hu karo .

AashiquiWhere stories live. Discover now