Work Tension And Family Part-5

1.9K 209 7
                                    

Disclaimer : This is an imaginary Story and if don't like something then I am really Sorry🙏🏻

Let's Begin

Karan jab letter kholta hai toh use padhta hain

Letter

Karan main janti hu tum subah uthkar mujhe dhoondoge shayad ya phir na bhi dhoondo par main tumhe batana chahti hu ki main Aryan ko lekar Mumma Papa ke ghar aagai hu kyuki tumhe peace chahiye tha tum aaj kal na mujhse aaj baat karte ho na Aryan se main jaanti hu ki kaam ka bohot tension hain par jab kal tumne jo baate boli usse mujhe aisa laga ki main aur Aryan ab tumhari life mein Matter nahi karte kal jab tumne mujhe nashe mein jo baate boli unhone mujhe bohot hurt Kiya aur usse bhi jyada jab tumne Aryan ko daata aur uski drawing phad di main jaanti hu tum pareshan the kaam ki wajah se phir bhi aur shayad main na samjh pao kyuki main koi kaam nahi karti na bas itna hi batana tha toh tumhe Tumhara peace Mubarak ho
Tumhari Laddoo ya sorry only Teja
Bye

Letter padhne ke baad Karan rone lagta hain aur sochta hain

Karan P.O.V

Yeh maine kya kar diya tension mein maine sab kharab kar diya ab main kya karunga agar Teja aur Aryan nahi mane aur woh wapas nahi aye toh main kya karunga main unke bina mar jaunga 😭😭😭 pls laddoo wapas aaja pls

Karan ro raha hota hain tabhi koi uske kandhe par haath rakta hain aur woh piche mudd ke dekhta hain toh woh shock ho jata hain.....

Let's see who the person is ????


Sorry Maine kal update nahi di main exam ki taiyari kar rahi thi toh aaj main double updates de dongi

Sorry for giving short updates mere exam chal rahe hain isiliye main short part de rahi hu par 22 ke baad long parts dene ka try karungi 🙏🏻

I hope you all like it pls vote and comment So that I came to know that you all like it or not or what should I change

Thanks 💖

TejRan : Short Stories Where stories live. Discover now