Chapter 11

2.4K 85 68
                                    

(i skipped dinner. Let's just assume yn, Tahir aur Aahir ne saath me dinner bhi kiya)

Agli subah

Aahir Aaj school nahi gaya hai. Tahir bhi office nhi gaya hai. Tahir yn ka khayal rakh raha hai.
Tahir ko khud nahi pata wo itna tensed kyu ho rha hai us insaan ke liye jisko wo hate karta hai. 24 ghante ho chuke hai. Yn puri raat soyi nhi, Tahir bhi nhi soya. (Don't think something else they were just talking so that yn won't sleep) 

Skip breakfast

Jai, Tahir, Preeti ek room me mile hai aur yn ke topic par discussion ho rha h.

Preeti: mujhe yn ki chinta ho rhi hai. I hope wo jaldi se theek ho jaye.

Jai: hmm, i hope as well.

Tahir: are wo thik kaise hogi jab tak antitode nhi milega?!

Jai: tune abhi tak doctor Saif ko call karke pucha nahi?!

Tahir: kiya tha par un hone kaha ki wo apne senior se baat karke call back karenge, aur abhi tak call back nahi kiya!

Preeti: are toh unhe call Karo aur pucho ki antitode kab tak banega?!

Tahir: karta hu, bhabhi.

*Calls doctor Saif*

Doctor Saif: hello?

Tahir: hello doctor Saif.

Doctor Saif: bolo Tahir...

Tahir: wo actually, Maine ye puchne ke liye call Kiya hai ki antitode kab tak ban jayega? Yn ki halat kharab hoti jaa rhi hai. Hum sab bohot tension me hai. Please jald se jald kuch kijiye doctor.

Doctor Saif: dekho Tahir, Humara antitode lag bhag ready hai. I guess bas 3-4 ghante aur, fir antitode ready hojayega. Humare seniors abhi bhi antitode banane me lage hue hai. Jab wo ready hojaye, tab hum tumhe khud call karke inform kar denge. Tum tension mat lo, bas yn ki hifazat Karo. Inshallah, sab thik hoga. Hum rakhte hai, Hume antitode ke liye research karna hai. Khuda Hafiz.

Tahir: thank you doctor Saif. Khuda Hafiz.

( I love these islamic phases and that's why I'm using them. Don't mind please)

Jai: ab kuch hi der me antitode ready hojayega. Tahir, tu jaa, jaa kar yn ka khayal rakh.

Tahir: mujhe Naman bhai se baat karni hai. Unse behtar mujhe koi nahi samajh sakta.

*Leaves to Naman's room*

Tahir (while knocking): mai andar aa jau?

Naman (while reading a book): aajao, puchne ki zarurat nahi...

Naman (while reading a book): aajao, puchne ki zarurat nahi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
[Indian] || The Replaced Bride || K.TH || ✔️ ||Where stories live. Discover now